Singer :
Udit Narayan
from the Movie Mohabbatein - 2000, sung by Lata Mangeshkar, Udit Narayan. The song is composed by Jatin Pandit, Lalit Pandit and the lyrics are penned by Anand Bakshi. Discover more from Year Romantic songs lyrics...(Lata Mangeshkar Begins)
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo
Hum akele, kho na jaaye
Door tumse, ho na jaaye
Paas aao, gale se laga lo
(Udit Narayan Begins)
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo
Hum akele, kho na jaaye
Door tumse, ho na jaaye
Paas aao, gale se laga lo
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo
(Instrumental Break)
Ye dil dhadka do, zulfein bikhra do
Sharma ke apna, aanchal lehra do
Hum zulfein, toh bikhra de
Din mein raat na ho jaaye
Hum aanchal, toh lehra de
Par barsaat na ho jaaye
Hone do.., barsaatein, karni hain, kuch baatein
Paas aao gale se laga lo
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo
Hum akele, kho na jaaye
Door tumse, ho na jaaye
Paas aao, gale se laga lo
Paas aao gale se laga lo
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo
(Instrumental Break)
Tum pe marte hain, hum mar jaayenge
Ye sab kehte hain, hum kar jaayenge
Chutki bhar sindoor se tum,
Ab ye maang zara bhar do
Kal kya ho kisne dekha,
Sab kuch aaj abhi kar do
Ho na ho.., sab raazi
Dil raazi.., Rab raazi..
Paas aao gale se laga lo
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo
Ho.. humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo
Hum akele, kho na jaaye
Door tumse, ho na jaaye
Paas aao, gale se laga lo
Paas aao, gale se laga lo
Tip: You can learn the meanings of Humko Humise Chura Lo Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.