Udit Narayan

Maine Kaha Mohtaram Lyrics

Maine Kaha Mohtaram Lyrics

Singer :

Udit Narayan

from the Movie Baazi - 1995, sung by Mitali, Sadhna Sargam, Udit Narayan. The song is composed by Anu Malik and the lyrics are penned by Anvar Sagar, Majrooh. Discover more from Year songs lyrics...

Paidal ho tum, manzill hai door
Humdardi hai, tumse huzoor

Maine kaha mohtaram,
Ruke huye kyun hai kadam
Maine kaha mohtaram,
Ruke huye kyun hai kadam, kaahe ka hai intzaar

Maana ke hai lamba safar,
Par tumhe kaahe ka dar
Chadhti jawani hai, rut bhi suhani hai
Manzil bhi rahi pukar

Oye hoye maine kaha mohtaram,
Ruke huye kyun hai kadam

(Interlude)

Chal ne mein paon thak jaaye jo tumhare,
Le lena dum kahin baith ke pyaare
Chal ne mein paon thak jaaye jo tumhare,
Le lena dum kahin baith ke pyaare

Raahi ko hai thandi chhaanv zaroori
Baahon mein ho, ya nadi ke kinaare
Jana abhi hai tumko door,
Mera kaha karna zaroor

Maine kaha mohtaram,
Ruke huye kyun hai kadam
Maine kaha mohtaram,
Ruke huye kyun hai kadam

(Interlude)

Dekho kisi bekhata ki, aise hasi na udaao

Oye oye oye oye
Lagta hai ye bhi kahoge, Allah hume na satao
Chalo re sakhiyo, chane utaro
Ise toh lat mein, fasa ke maaro

Dekho kisi bekhata ki aise hasi na udaao

Oye oye oye oye
Lagta hai ye bhi kahoge, Allah hume na satao

Kar do maaf mera qasoor,
Hadd ho gayi ab toh huzur

Hoye maine kaha mohtaram,
Ruke huye kyun hai kadam
Samjhe na mohtaram,
Ruke huye kyun hai kadam, kaahe ka hai intzaar

Maana ke hai lamba safar,
Par tumhe kaahe ka dar
Chadhti jawani hai rut bhi suhani hai,
Manzil bhi rahi pukar

Oye hoye maine kaha mohtaram, sun liya mohtaram
Maine kaha mohtaram, sun liya mohtaram


Tip: You can learn the meanings of Maine Kaha Mohtaram Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT