Singer :
Kavita Krishnamurthy
from the Movie Darr - 1993, sung by Kavita Krishnamurthy, Lata Mangeshkar, Pamela Chopra. The song is composed by Shiv Hari and the lyrics are penned by Anand Bakshi. Discover more from Year Fun and Masti songs lyrics...Meri Maa ne, meri maa ne laga diye
Solah button meri choli mein
Mere babul, o mere babul,
Tu ab jaldi se, bitha de mujhe doli mein
Meri maa ne laga diye,
Solah button meri choli mein
Mere babul, o mere babul,
Tu ab jaldi se, bitha de mujhe doli mein
Mere babul, tu ab jaldi se
Bitha de mujhe doli mein
Meri payal mein satraah ghungru,
Main satraah saal ki huyi..
Yahi toh wo, o yahi toh wo umar hai,
Jis mein ke Sohni, Mahiwal ki huyi
Yahi toh wo umar hai,
Jis mein ke Sohni, Mahiwal ki huyi
(Lata Mangeshkar Begins)
Mere haathon, mere haathon
Mere haathon mein athaarah chudiya
Main chham chham nachdi phiraan
Pichhe picche, ho pichhe picche meri laj nighodi
Main aage aage nachdi phira, balle balle balle
Pichhe picche meri laj nighodi,
Main aage aage nachdi phira
(Instrumental Break)
Jhoothi daadi, pe mooch laga ke,
Daga wo beimaan de gaya
Aaya banke, o aaya banke gali ka darzi
Kameez ka wo naap le gaya
Aaya banke gali ka darzi,
Kameez ka wo naap le gaya
Kaise de doon haaye, kaise de doon de doon
Kaise de doon main dil tujhe sajna,
Ye dil hai rumaal toh nahi
Kaise le loon, kaise le loon main tere kangna
Kahin ye koi chaal toh nahi
Koi ladka pasand nahi aaya, ke bas maine na kardi
Naam uska, naam uska magar jab aaya
Toh phat maine haan kardi, oye shava shava shava
Kaise jaaun sajna se milne,
Main kaise ikraar kar loon
Sab poochenge, o sab poochenge
Aayi kahan se, bahana taiyaar kar loon
Sab poochenge aayi kahan se,
Bahana taiyaar kar loon
(Instrumental Break)
Mere naino ke teer, kamaan se chura ke
Saare teer le gaya
Main naha ke, talab se nikli
Wo meri tasveer le gaya
Kuch de ke, kya? kuch de ke use tu
Wapas wo teri, tasveer maang le
Aisa na ho, aisa na ho
Ke chowrahe pe wo teri, tasveer taang de
Aisa na ho, ke chowrahe pe wo teri, tasveer taang de
(Instrumental Break)
Mujhe sakhiyo, mujhe sakhiyo, mujhe sakhiyon
Aise na nachaao, ki ye hai sasural meri
Mere lehange mein, ho mere lehange mein ghungru lagao
Toh phir dekho chaal meri
Mere lehange mein ghungru lagao,
Toh phir dekho chaal meri
Meri maa ne laga diye,
Solah button meri choli mein
Mere babul, o mere babul,
Tu ab jaldi se, bitha de mujhe doli mein
Mere babul tu ab jaldi se,
Bitha de mujhe doli mein
Tip: You can learn the meanings of Solah Button Meri Choli Mein Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.