Singer :
Abhijeet Bhattacharya
from the Movie Darr - 1993, sung by Abhijeet Bhattacharya, Lata Mangeshkar. The song is composed by Shiv Hari and the lyrics are penned by Anand Bakshi. Discover more from Year Romantic songs lyrics...(Abhijeet Bhattacharya Begins)
Chota sa ghar, hai ye magar
Chota sa ghar, hai ye magar
Tum isko pasand karlo
(Lata Mangeshkar Begins)
Darwaaza band karlo, darwaaza band karlo
Main haan kahun, ya naa kahun
Main haan kahun, ya naa kahun
Tum mujhko razaa-mand karlo
Darwaza band karlo, darwaza band karlo
(Instrumental Break)
Ye ghar nahi ye, hai ek sapna
Sapna nahi, sach hai pyaar apna
Ye ghar nahi ye, hai ek sapna
Sapna nahi, sach hai pyaar apna
Iss pyaar se lag ke gale, iss pyaar se lag ke gale
Mulaqaat toh chand karlo, darwaza band karlo
Main haan kahun, ya naa kahun
Main haan kahun, ya naa kahun
Tum mujhko razaa-mand karlo
Hoye darwaza band karlo, darwaza band karlo
(Instrumental Break)
Choona na mujh ko, o mere chaila
Gora badan ho jaayega maila
Choona na mujh ko, o mere chaila
Gora badan ho jaayega maila
Iss rang ka iss roop ka, iss rang ka iss roop ka
Na itna ghamand karlo, darwaza band karlo
Main haan kahun, ya naa kahun
Main haan kahun, ya naa kahun
Tum mujhko razaa-mand karlo
Darwaza band karlo, darwaza band karlo
(Instrumental Break)
Suraj sitaare ya phool laaun
Iss ghar ko main kaise sajaaun
Phoolon se is ghar ko main sajaaun
Bolo main kya kya saman laaun
Rehna mujhe dil mein tere, rehna mujhe dil mein tere
Bas iska prabhand karlo, darwaza band karlo
Chota sa ghar, hai ye magar
Chota sa ghar, hai ye magar
Tum isko pasand karlo,
Darwaaza band karlo, darwaaza band karlo
Main haan kahun, ya naa kahun
Main haan kahun, ya naa kahun
Tum mujhko razaa-mand karlo
Hoye darwaza band karlo, darwaza band karlo
Darwaza band karlo, darwaza band karlo
Tip: You can learn the meanings of Darwaza Band Karlo Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.