Singer :
Amit Mishra
from the Movie Tubelight - 2017, sung by Amit Mishra, Kamal Khan. The song is composed by Pritam and the lyrics are penned by Amitabh Bhattacharya. Discover more from Year Fun and Masti songs lyrics...Khushkhabri aisi mili hai
Uchalne lage hum hawa mein
Puri huyi dil ki tamanna
Bada hi asar tha duaa mein
Bada hi asar tha duaa mein
Ban-tha ke baal bana ke
Joota polish karwa ke
Nachenge hum tha tha thaiya
Sajan Radio..
Bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara
Sajan Radio..
Bajai ke sabhi ko nachaiyo zara
Sajan Radio..
Bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara
O mere dil ka khoya sa tukda
Lautega ek din kabhi
Iska mujhe tha yakeen
Iska mujhe tha yakeen, jaana
Sadke mein chahe lag jaaye isko
Sari umar bhi meri
Hoga mujhe gham nahin
Hoga mujhe gham nahin
Afsar ke jaisa aitha
Motor gaadi mein betha
Aayega mera sipahiya
Sajan Radio..
Bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara
Sajan Radio..
Bajai ke sabhi ko nachaiyo zara
Sajan Radio..
Bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara
O kaaka.. O mausi
O cycle waale bhaiya
Ban-tha ke baal bana ke
Joota polish karwa ke
Nachenge hum tha tha thaiya
Sajan Radio..
Bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara
Sajan Radio..
Bajai ke sabhi ko nachaiyo zara
Sajan Radio..
Bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara
Tip: You can learn the meanings of Radio Song Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.