Ali Azmat

Rangeela Lyrics – Ali Azmat

Rangeela Lyrics – Ali Azmat

Singer :

Ali Azmat

from the Movie Coke Studio, sung by Ali Azmat. The song is composed by Strings (Band) and the lyrics are penned by N\A. Discover more from Year songs lyrics...

Rangeela Lyrics – Ali Azmat from Movie Coke Studio sung by Ali Azmat. Learn, Rangeela Lyrics – Ali Azmat meaning in English/Hindi

Movie/album: Coke Studio Pakistan – Season 8 (2015)
Singers: Ali Azmat
Song Lyricists: N/A
Music Composer: Strings (Band)
Music Director: Strings (Band)
Director: Rohail Hyatt
Music Label: Coke Studio

Rangeela Song Lyrics

Mujhe rang de apne rang rang
Mujhe jeena tere sang sang
Tujhe chaahe mera ang ang
Rangeela, rangeela re

Sab chhod de tu yeh zaat paat
Teri meri aur hai kaainaat
Hamein jeena hoga ek saath
Rangeela, rangeela re

Chale to dole
Dil haule haule
Rangeela re
Tujhe yeh bole tu mera ho le
Rangeela re

Mujhe rang de apne rang rang
Mujhe jeena tere sang sang
Tujhe chaahe mera ang ang
Rangeela, rangeela re

Rangeela re tu kahaan?
Rangeela re main kahaan?

Mujhe rang de apne rang rang
Mujhe jeena tere sang sang
Tujhe chaahe mera ang ang
Rangeela, rangeela re

Dhoondna hai use
Maawara jo raha zaat se
Tu kisi baat ko
Judne de meri baat se
Aa badal zindagi
Aise haseen saath se

Rangeela re tu kahaan?
Rangeela re main kahaan?

Mujhe rang de apne rang rang
Mujhe jeena tere sang sang
Tujhe chaahe mera ang ang
Rangeela, rangeela re

Behne ko behta hai
Jeevan nadiya ka dhaara
Jeevan nadiya ka dhaara
Jeevan nadiya ka dhaara
Aakhir milna mitti mein
Tu laakh phire aawaara
Tu laakh phire aawaara
Tu laakh phire aawaara
Tu laakh phire aawaara
Tu laakh phire aawaara

Behne ko behta hai
Jeewan nadiya ka dhaara
Nadiya ka dhaara, nadiya ka dhaara
Aakhir milna matti mein tu
Laakh phire aawaara
Laakh phire aawaara

Are behne ko bahta hai
Jeewan nadiya ka dhaara
Aakhir milna matti men
Tu laakh phire aawaarah

Sab thaath pada reh jaawega
Sab thaath
Sab thaath
Sab thaath
Sab thaath
Sab thaath pada reh jaawega
Jab laad chalega banjaara

Rangeela re tu kahaan?
Rangeela re main kahaan?

Bas rang de apne rang rang
Mujhe jeena tere sang sang
Tujhe chaahe mera ang ang
Rangeela, rangeela re

Sab chhod de tu yeh zaat paat
Teri meri aur hai kaainaat
Hamein jeena hoga ek saath
Rangeela, rangeela re

Chale to dole
Dil haule haule
Rangeela re
Tujhe yeh bole tu mera ho le
Rangeela re

Chale to dole
Dil haule haule
Rangeela re
Tujhe yeh bole tu mera ho le
Rangeela re

Chale to dole dole dole
Dil haule haule haule
Rangeela re
Tujhe yeh bole tu mera ho le
Rangeela re.


Tip: You can learn the meanings of Rangeela Lyrics – Ali Azmat in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT