Singer :
Kumar Sanu
from the Movie Papa Kehte Hain - 1996, sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. The song is composed by Rajesh Roshan and the lyrics are penned by Sameer. Discover more from Year Romantic songs lyrics...(Kumar Sanu Begins)
Pyaar mein hota hai kya jaadu,
Tu jaane ya main jaanu
Pyaar mein hota hai kya jaadu,
Tu jaane ya main jaanu
(Alka Yagnik Begins)
Rehta nahi kyun dil par qaabu,
Tu jaane ya main jaanu
Pyaar mein hota hai kya jaadu,
Tu jaane ya main jaanu
(Interlude)
Gun gun karta kyun phirta hai,
Koi bhawra baaghon mein
Ho.. gun gun karta kyun phirta hai,
Koi bhawra baaghon mein
Kyun hoti hai phoolon mein khusbu,
Tu jaane ya main jaanu
Pyaar mein hota hai kya jaadu,
Tu jaane ya main jaanu
(Interlude)
Chandni raat ho toh chakori,
Pagal si kyun hoti hain
Ho.. chandni raat ho toh chakori,
Pagal si kyun hoti hain
Jungle mein koyal ki ku ku,
Tu jaane ya main jaanu
Pyaar mein hota hai kya jaadu,
Tu jaane ya main jaanu
(Interlude)
Jaise hariyaali aur sawan,
Jaise barkha aur badal
O.. jaise hariyaali aur sawan,
Jaise barkha aur badal
Tere liye main, mere liye tu
Tu jaane ya main jaanu
Pyaar mein hota hai kya jaadu,
Tu jaane ya main jaanu
Rehta nahi kyun, dil par qaabu
Tu jaane ya main jaanu
Tu jaane ya main jaanu,
Tu jaane ya main jaanu
Tip: You can learn the meanings of Pyaar Mein Hota Hai Kya Jaadu Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.