Sonu Nigam

Mujhse Naraz Ho Toh Lyrics

Mujhse Naraz Ho Toh Lyrics

Singer :

Sonu Nigam

from the Movie Papa Kehte Hain - 1996, sung by Sonu Nigam. The song is composed by Rajesh Roshan and the lyrics are penned by Sameer. Discover more from Year songs lyrics...

(Sonu Nigam Begins)

Mujhse naraz ho toh, ho jaao
Mujhse naraz ho toh, ho jaao
Khud se lekin, khafa khafa na raho
Mujhse tum door jaao, toh jaao,
Aap apne se, tum juda na raho

Mujhse naraz ho toh, ho jaao
Khud se lekin khafa khafa na raho
Mujhse naraz ho toh, ho jaao

(Interlude)

Mujh pe chaahe, yakeen karo na karo
Mujh pe chaahe, yakeen karo na karo
Tumko khud par magar yakeen rahe

Sar pe ho aasmaan ya ke na ho,
Pair ke neeche ye zameen rahe
Mujhko tum bewafa kaho, toh kaho
Mujhko tum bewafa kaho, toh kaho
Tum magar khud se bewafa na raho

Mujhse naraz ho toh, ho jaao

(Interlude)

Aao ek baat main kahun tumse
Aao ek baat main kahun tumse,
Jaane phir koi ye kahe na kahe

Tumko apni talaash karni hai,
Humsafar koi bhi rahe na rahe

Tumko apne sahare jeena hai
Tumko apne sahare jeena hai
Dhudti koi aasra na raho

Mujhse naraz ho toh, ho jaao
Khud se lekin, khafa khafa na raho
Mujhse tum dur jaao toh jaao,
Aap apne se tum juda na raho


Tip: You can learn the meanings of Mujhse Naraz Ho Toh Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT