Lata Mangeshkar

Hum Toh Bhai Jaise Hain Lyrics

Hum Toh Bhai Jaise Hain Lyrics

Singer :

Lata Mangeshkar

from the Movie Veer Zaara - 2004, sung by Lata Mangeshkar. The song is composed by Madan Mohan and the lyrics are penned by Javed Akhtar. Discover more from Year songs lyrics...

(Lata Mangeshkar Begins)

Hum toh bhai jaise hain, waise rahenge

Hum toh bhai jaise hain, waise rahenge
Hum toh bhai jaise hain, waise rahenge
Abb koi khush ho, ya ho khafa
Hum nahi badlenge, apni adaa
Samjhe na samjhe koi, hum yahi kahenge

Hum toh bhai jaise hain, waise rahenge
Hum toh bhai jaise hain, waise rahenge

(Instrumental Break)

Hm.. hum dil ki shehzaadi hai, marzi ki mallika
Haa.. hum dil ki shehzaadi hai, marzi ki mallika
Sar pe aanchal kyun rakhe, dhalkha toh dhalkha

Abb koi khush ho ya koi roothe,
Iss baat par chaahe, har baat toote
Hum toh bhai jaise hain, waise rahenge
Hum toh bhai jaise hain, waise rahenge

(Instrumental Break)

Humein shaukh mehendi ka na shehnaayi ka hai

Ho..
Humein shaukh mehendi ka na shehnaayi ka hai
Hamaare liye toh apna, ghar hi bhala hai
Sunta agar ho, toh sun le qaazi,
Lagta nahin kabhi, hum honge raazi

Hum toh bhai jaise hain, waise rahenge
Hum toh bhai jaise hain, waise rahenge

Abb koi khush ho, ya ho khafa
Hum nahi badlenge, apni adaa
Samjhe na samjhe koi, hum yahi kahenge

Hum toh bhai jaise hain, waise rahenge
Hum toh bhai jaise hain, waise rahenge


Tip: You can learn the meanings of Hum Toh Bhai Jaise Hain Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT