Javed Hussain – Ahmed Hussain

Aaya Tere Dar Par Deewana Lyrics

Aaya Tere Dar Par Deewana Lyrics

Singer :

Javed Hussain – Ahmed Hussain

from the Movie Veer Zaara - 2004, sung by Ahmed Hussain, Javed Hussain, Mohd. Hussain, Mohd. Vakil. The song is composed by Madan Mohan and the lyrics are penned by Javed Akhtar. Discover more from Year songs lyrics...

Jo bandishein thi zamaane ki todd aaya hoon
Main tere waaste duniya ko chhod aaya hoon

Aaya tere dar par dewaana, aaya tere dar par dewaana
Aaya hoon aaya, aaya tera dewaana
Aaya tere dar par dewaana, aaya tere dar par dewaana

Tera dewaana, tera dewaana, tera dewaana
Aaya tere dar par dewaana, aaya tere dar par dewaana

Tera dewaana, tera, tera dewaana, dewaana
Tera dewaana, tera, tera dewaana
Tera dewaana, tera dewaana, tera dewaana

Aaya tere dar par dewaana, aaya tere dar par dewaana
Ye hai tera hi saudaayi, ye hai tera hi shahdaayi
Ye hai tera hi saudaayi, ye hai tera hi shahdaayi
Tere ishq mein hai ise mar jaana

Aaya tere dar par dewaana, aaya tere dar par dewaana

(Instrumental Break)

Tera jalwa jo paau, main har gham bhul jaaun
Tera jalwa jo main paaun, main toh har gham bhul jaaun
Ye aansu jo hai behte, bas itna hai ye kehte
Kahan tu aur kahan main, paraya hoon yahan main

Aa.. karam itna agar ho, ki mujh par ik nazar ho
Karam itna agar ho, ki mujh par ik nazar ho
Jaan-o-dil vaar doon main, zindagi haar doon main
Jaise shama pe marta hai, parwaana

Aaya tere dar par dewaana, aaya tere dar par dewaana

Aaya aa.. aa.. aa..
Aaya tere dar par, tera hi dewaana
Aaya tere dar par, tera hi dewaana

Dewaana tera, dewaana tera, dewaana tera
Dewaana tera, dewaana tera aa..

Dewaana tera, dewaana tera, dewaana tera aa..
Dewaana tera, dewaana tera, dewaana tera

Aaya tere dar par dewaana, dewaana, dewaana
Aaya kis mod pe afsaana, aaya kis mod pe afsaana
Aaya kis mod pe afsaana, aaya kis mod pe afsaana

Aa.. aa.. aa..
Ye sitam ka rivaaz kyun hai, jaisa hai ye samaj kyun hai
Ye duniya ki hai rasmein, main hoon ab inke hi bas mein
Ye jo duniya ki hai rasmein, main hoon ab inke hi bas mein

Na poocho kya gila hai, mujhe gham kyun mila hai
Tumhe main kya bataaun, mohabbat zurm hai kyu
Koi rota hai kyun, aisa hota hai kyun
Kyun dil se har ek hai anjaana

Aaya kis mod pe afsaana, aaya kis mod pe afsaana
Ye kis mahol mein hum hai, khushi ke bhes mein gham hai
Kise apna kahein, kise begaana
Aaya kis mod pe afsaana, aaya kis mod pe afsaana

Aa aa
Aaya kis mod pe, mera afsana
Aaya kis mod pe, mera afsana
Afsana mera, afsana mera, afsana mera
Afsana mera, afsana mera

Afsana mera, afsana mera
afsana mera, afsana mera, afsana mera
afsana mera, afsana mera, afsana mera

Aaya kis mod pe afsana, afsana, afsana
Aaya kis mod pe afsaana, aaya kis mod pe afsaana
Afsana mera, afsana mera


Tip: You can learn the meanings of Aaya Tere Dar Par Deewana Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT