Singer :
Armaan Malik
from the Movie Hate Story 3 - 2015, sung by Armaan Malik. The song is composed by Baman and the lyrics are penned by Manoj Muntashir. Discover more from Year Romantic songs lyrics...Kaise kahoon ishq mein tere, kitna hoon betaab main
Aankhon se aankheon mila ke, chura loon tere khwaab main
Kaise kahoon ishq mein tere, kitna hoon betaab main
Aankhon se aankheon mila ke, chura loon tere khwaab main
Mere saaye hain saath mein, yaara jis jagah tum ho
Main jo jee raha hoon, wajah tum ho..
Wajah tum ho.., wajah tum ho..
Main jo jee raha hoon, wajah tum ho..
Wajah tum ho.., wajah tum ho..
O..
Hai ye nasha, ya hai zeher
Iss pyaar ko hum kya naam de
Iss pyaar ko hum kya naam de
Hai ye nasha, ya hai zeher
Iss pyaar ko hum kya naam de
Kab se adhuri hai ik daastaan, aaja usey aaj anjaam dein
Tumhe bhuloon kaise main, meri pehli khata tum ho
Main jo jee raha hoon, wajah tum ho..
Wajah tum ho.., wajah tum ho..
Main jo jee raha hoon, wajah tum ho..
Wajah tum ho.., wajah tum ho..
Kya jaane tu mere iraade, le jaaunga saansein chura ke
Kya jaane tu mere iraade, le jaaunga saansein chura ke
Dil keh raha hai gunehgaar ban jaa,
Bada chain hai inn gunaahon se aage
Main gumshuda si raat hoon, meri khushnuma subah tum ho
Main jo jee raha hoon, wajah tum ho..
Wajah tum ho.., wajah tum ho..
Main jo jee raha hoon, wajah tum ho..
Wajah tum ho.., wajah tum ho..
Wajah tum ho.., wajah tum ho..
Tip: You can learn the meanings of Wajah Tum Ho Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.