Mika Singh

Neendein Khul Jaati Hain Lyrics

Neendein Khul Jaati Hain Lyrics

Singer :

Mika Singh

from the Movie Hate Story 3 - 2015, sung by Kanika Kapoor, Meet Bros Anjjan, Mika Singh. The song is composed by Meet Bros Anjjan and the lyrics are penned by Shabbir Ahmed. Discover more from Year songs lyrics...

O tujhe chhune ki azaadi, jo nahi mill paati hai
Ho..
O tujhe chhune ki azaadi, jo nahi mill paati hai
Sapno mein wo azaadi, mujhko mill jaati hai

Lekin sapno mein bhi jab, tujhko main haath lagaaun
Uff neendein khul jaati hai

Ho..
Dirty baatein karke kar-kar ke, tujhe sharam nahi aati ae
Teri mummy aur teri sister, kuchh na sikhlaati ae
Izzat haaye bach gayi meri, Rabb ka hai shukar ki teri
Neendein khul jaati hain

Zara figure ko chhune de toh, teri chaal badal jaaye
Lab labon pe rakh ke dekho, tera heart pighal jaaye
Zara figure ko chhune de toh, teri chaal badal jaaye
Lab labon pe rakh ke dekho, tera heart pighal jaaye

Oyr chhoti moti baatein ignore karke,
Meri baahon ko bharde zara
O apun dil wale door karke,
Aaja jeene ka le le maza

Ho..
Harqat ye naughty teri, mere samajh mein aati ae
Teri mummy aur teri sister, kuch na sikhlaati ae
Izzat haaye bach gayi meri, Rabb ka hai shukar teri
Neendein khul jaati hain

Teri kissing hai baby killer, love-bite na ban jaaye
Teri neeyat se darti hoon main, din night na ban jaaye
Teri kissing hai baby killer, love-bite na ban jaaye
Teri neeyat se darti hoon main, din night na ban jaaye

Chhod de tu jhoota mootha flirt karna,
Hath dhoke kyun peeche pada
Acche se utaarna main jaanti hoon,
Love ka ye fever jo tujhpe chadha

Haaye..
Promise har din kar kar ke, kyun mukar jaati hai
Phir dil mera uksaane, sapnon mein aati hai
Lekin sapno mein bhi jab, tujhko haath lagaaun
Uff neendein khul jaati hai


Tip: You can learn the meanings of Neendein Khul Jaati Hain Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT