Singer :
Arijit Singh
from the Movie Azhar - 2016, sung by Antara Mitra, Arijit Singh. The song is composed by Pritam and the lyrics are penned by Manoj Yadav. Discover more from Year Romantic songs lyrics...(Arijit Singh Begins)
Tere dar pe aa ke tham gaye,
Naina namaazi bann gaye
Ek dooje mein yun dhal gaye,
Aashiqaana aayat ban gaye, main aur tum
Kaisi dil lagaayi kar gaye,
Rooh ki rubaayi ban gaye
Khaali khaali dono the jo,
Thoda sa dono bhar gaye, main aur tum
Chalo ji aaj saaf saaf, kehta hoon
Itni si baat hai, mujhe tumse pyaar hai
Yunhi nahi main tum pe jaan deta hoon
Itni si baat hai, mujhe tumse pyaar hai
Chalo ji aaj saaf saaf, kehta hoon
Itni si baat hai, mujhe tumse pyaar hai
Mujhe tumse.. pyaar hai..
Lagna ye dhoop zaroori, lagna ye chaanv zaroori
Milte hain ishq zameen par,
Ab do hi naam zaroori, main aur tum
Apna Khuda bhi hoga, apna hi Rabb le lenge
Khud ki bana ke duniya,
Ye zindagi jee lenge, main aur tum
Chalo ji aaj saaf saaf, kehta hoon
Itni si baat hai, mujhe tumse pyaar hai
Yunhi nahi main tum pe jaan deta hoon
Itni si baat hai, mujhe tumse pyaar hai
Mujhe tumse.. pyaar hai..
(Antara Mitra Begins)
Ek tum, ek main teeja maangu kya Khuda se
Dil doon, jaan doon kya doon itna bata de
Tera mera rishta hai, saanson se bhi naazuk
Tum sa, hum sa dooja na hoga, na huya re
Do dil sa, ek seene mein hain,
Jaise main aur tum
Ab dono hum ek jeene mein hain,
Jaise main aur tum
Jaise zyaada chaaha, tumko piya re
Har pal, har dum, humdum tumko jiya re
Aaj saaf saaf, kehta hoon
Itni si baat hai, mujhe tumse pyaar hai
Yunhi nahi main tum pe jaan deta hoon
Itni si baat hai, mujhe tumse pyaar hai
Chalo ji aaj saaf saaf, kehta hoon
Itni si baat hai, mujhe tumse pyaar hai
Mujhe tumse.. pyaar hai..
Tip: You can learn the meanings of Itni Si Baat Hai Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.