Singer :
Arijit Singh
from the Movie Sanam Re - 2015, sung by Arijit Singh. The song is composed by Amaal Mallik and the lyrics are penned by Manoj Muntashir. Discover more from Year Fun and Masti songs lyrics...(Arijit Singh Begins)
Chal pade hai hum, aisi raah pe
Befikar huye, ke ab jaana kahan
Lapata huye, saare raaste
Dhundega hamein, yeh zamana kahan
Yeh samaa hai kaisa,
Muskuraane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Ho..
Yeh nasha hai kaisa,
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaaishein hain har jagah
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din dekho zara
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din dekho zara
Ho..
Paani hoon paani main,
Haan behne do mujhe
Jaisa hoon waisa hi,
Rehne do mujhe
Duniya ki bandishon se,
Mera naata hai kahan
Rukna theherna mujhko, aata hai kahan
Yeh samaa hai kaisa,
Muskuraane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa,
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaaishein hain har jagah
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din dekho zara
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din dekho zara
(Instrumental Break)
Hmm..
Neeli hai kyun zameen
Neela hai kyun samaa
Lagta hai ghaans par, soya ho aasmaan
Ye mastiyaan meri
Manmaaniyaa meri
Lo mill gayi mujhe azaadiyaan meri
Yeh samaa hai kaisa,
Muskuraane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa,
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaaishein hain har jagah
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din dekho zara
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din dekho zara
Chal pade hai hum, aisi raah pe
Befikar huye, ke ab jaana kahan
Lapata huye, saare raaste
Dhundega hamein, yeh zamana kahan
Yeh samaa hai kaisa,
Muskuraane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Ho..
Yeh nasha hai kaisa,
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaaishein hain har jagah
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din dekho zara
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din dekho zara
Tip: You can learn the meanings of Gazab Ka Hai Ye Din Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.