Singer :
Sukhwinder Singh
from the Movie Tamasha - 2015, sung by Haricharan, Haripriya, Sukhwinder Singh. The song is composed by A. R. Rahman and the lyrics are penned by Irshad Kamil. Discover more from Year Thriller songs lyrics...Tirkit taal se lo chali kahani,
Panghat kaal se lo chali kahani
Ho..
Sarpat daudti hai fakht zubaani
Chhut-put aashiqui mein dhali kahani
Angin saal se hai wahi purani,
Tere mere ishq ki ye nayi kahani
Aati kahaan se ye jaati kahaan, kya pata
Ye chenab ka dariya hai, ye ishq se bharya
Wo lehron pe balkhaati, Mahiwal se milne jaati
Wo naam ki sohni bhi thi, Mahiwal ki honi bhi thi
Lekin bhay Kans ka tha usko, toh phir?
Vasudev ne Kanha ko, lekar, Jamuna se paar lagaya
Dariya se toh Firon ki, behna ne phir Moosa utthaya
Chali kahani, chali kahani
Chali kahani, chali kahani
Chali kahani, chali kahani, chali kahani
Chali kahani, chali kahani
Chali kahani, chali kahani
Chali kahani, chali kahani, chali kahani
Tirkit taal se lo chali kahani,
Panghat kaal se lo chali kahani
Ho..
Sarpat daudti hai fakht jubaani
Chhut-put aashiqui mein dhali kahani
Angin saal se hai wohi purani,
Tere mere ishq ki ye nayi kahani
Aati kahaan se ye jati kahaan, kya pata
Birha ka dukh kaahe ho Baanke,
Dikhe mohe tu hi jiya mein jo jhaankiye
Pal pal ginti hoon aathon hi pahar
Kitne baras huye mohe haan kiye
Naina nihaaro more bhor se jhare
Preet mori piya baaton se na aankiye
Main hi marr jaaun ya mare dooriyaan
Dooriyon ki chaadron pe yaadein taankiye
Wo uttha virodhi parcham, Mughal-e-azam ko tha ye gham
Shehzaada mohabbat karke, izzat ka karega kachram bhasam
Troja ki thi Helen, tha itni raksha mein Raavan
Antat bhishan yudhum krandan,
Mera to Ranjhan mahi Ranjhan, Ranjhan
Tip: You can learn the meanings of Chali Kahani Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.