Beete Lamhein Lyrics

Singer :

K K Singer

from the Movie The Train - An Inspiration - 2007, sung by K K. The song is composed by Mithoon and the lyrics are penned by Sayeed Quadri. Discover more from Year , songs lyrics...

(K K Begins)

Dard mein bhi ye lab, muskura jaate hai
Beete lamhe hamein, jab bhi yaad aate hai
Dard mein bhi ye lab, muskura jaate hai

Beete lamhe..

Chand lamhaat ke, waaste hi sahi
Muskurakar mili thi mujhe zindagi

Chand lamhaat ke, waaste hi sahi
Muskurakar mili thi mujhe zindagi
Teri aaghosh mein, din the mere kate
Teri baahon mein, thi meri raate kati

Aaj bhi jab woh pal, mujhko yaad aate hai
Dil se saare ghamo ko, bhula jaate hai

Dard mein bhi ye lab, muskura jaate hai
Beete lamhe hamein jab bhi yaad aate hai

Dard mein bhi ye lab, muskura jaate hai
Beete lamhe hamein jab bhi yaad aate hai
Beete lamhe..

(Instrumental Break)

O mere kaandhe pe sir ko, jhukaana tera
Mere seene mein khud ko, chhupaana tera

O mere kaandhe pe sir ko, jhukaana tera
Mere seene mein khud ko, chhupaana tera
Aake meri panaahon mein shaamo sehar
Kaanch ki tarah wo, toot jaana tera

Aaj bhi jab wo manzar, nazar aate hai
Dil ki viraaniyo ko, mita jaate hai

Dard mein bhi ye lab muskura jaate hai
Beete lamhe hamein jab bhi yaad aate hai

Dard mein bhi ye lab muskura jaate hai
Beete lamhe hamein jab bhi yaad aate hai
Dard mein.., beete lamhe..
Dard mein.., beete lamhe..


Tip: You can learn the meanings of Beete Lamhein Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT