Singer :
Mithoon Sharma
from the Movie The Train - An Inspiration - 2007, sung by Kshitij Tarey, Mithoon Sharma. The song is composed by Mithoon and the lyrics are penned by Sayeed Quadri. Discover more from Year Romantic songs lyrics...(Mithoon Begins)
Zindagi ne zindagi bhar ghum diye
Jitne bhi mausam diye sab nam diye
Zindagi ne zindagi bhar ghum diye
Jitne bhi mausam diye sab nam diye
(Instrumental Break)
Jab tadapta hai kabhi, apna koi
Khoon ke aansu, rula de bebasi
Jab tadapta hai kabhi, apna koi
Khoon ke aansu, rula de bebasi
Jee phir, karna kya mujhko aisi zindagi
Jee phir, karna kya mujhko aisi zindagi
Jisne zakhmo ko nahi, marham diye
Zindagi ne zindagi bhar ghum diye
Jitne bhi mausam diye sab nam diye
Zindagi ne zindagi bhar ghum diye
(Instrumental Break)
Apne bhi pesh aaye, humse ajnabi
Waqt ki saazish, koi samjha nahi
Apne bhi pesh aaye, humse ajnabi
Waqt ki saazish, koi samjha nahi
Be-iraada kuch khataae humse ho gayi
Raah mein patthar meri har-dum diye
Zindagi ne zindagi bhar ghum diye
Jitne bhi mausam diye sab nam diye
Zindagi ne zindagi bhar ghum diye
(Instrumental Break)
Ek muqammal kashmakash hai zindagi
Usne humse ki kabhi na dosti
Ek muqammal kashmakash hai zindagi
Usne humse ki kabhi na dosti
Jab mili mujhko, aansu ke wo tohfe de gayi
Hans sake hum aise mauke kam diye
Hans sake hum aise mauke kam diye
Zindagi ne zindagi bhar ghum diye
Jitne bhi mausam diye sab nam diye
Zindagi ne zindagi bhar ghum diye
Tip: You can learn the meanings of Mausam Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.