Singer :
Alka Yagnik
from the Movie Kabhi Khushi Kabhie Gham - 2001, sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. The song is composed by Jatin Pandit, Lalit Pandit and the lyrics are penned by Sameer. Discover more from Year Fun and Masti, Wedding songs lyrics...Banno Ki Mehndi Kya Kehna
Banno Ka Joda Kya Kehna
Banno Lage Hai Phoolon Ka Gehna
Banno Ki Aankhen Kajrari
Banno Lage Sabse Pyaari
Banno Pe Jaaon Main Vaari Vaari
Ho..
Banno Ki Saheli
Resham Ki Dori
Chhup Chhup Ke Sharmaaye
Dekhe Chori Chori
Banno Ki Saheli
Resham Ki Dori
Chhup Chhup Ke Sharmaaye
Dekhe Chori Chori
Yeh Maane Ya Na Maane
Main To Ispe Mar Gaya
Yeh Ladki Haay Allah
Haay Haay Re Allah
Yeh Ladki Haay Allah
Haay Haay Re Allah
Babul Ki Galiyaan
Na Chad Ke Jaana
Paagal Deewana
Isko Samjaana
Babul Ki Galiyaan
Na Chad Ke Jaana
Paagal Deewana
Isko Samjaana
Dekho Ji Dekho
Yeh To Mere Peeche Pad Gaya
Yeh Ladka Haay Allah
Haay Haay Re Allah
Yeh Ladka Haay Allah
Haay Haay Re Allah
Lab Kahe Na Kahe
Bolti Hai Nazar
Pyaar Nahin Chhupta
Yaar Chhupaane Se
Pyaar Nahin Chhupta
Yaar Chhupaane Se
Roop Ghoonghat Mein Ho
Toh Suhana Lage
Baat Nahin Banti
Yaar Bataane Se
Yeh Dil Ki Baatein
Dil Hi Jaane Ya Jaane Khuda
Yeh Ladki Haay Allah
Haay Haay Re Allah
Yeh Ladka Haay Allah
Haay Haay Re Allah
Mangne Se Kabhi
Haath Milta Nahin
Jodiyaan Banti Hai
Pehle Se Sabki
Jodiyaan Banti Hai
Pehle Se Sabki
Oh Leke Baaraat Ghar
Tere Aaunga Main
Meri Nahin Yeh toh
Marzi Hai Rab Ki
Are Ja Re Ja
Yun Jhooti Muthi Baatein Na Bana
Yeh Ladka Haay Allah
Haay Haay Re Allah
Yeh Ladka Haay Allah
Haay Haay Re Allah
Banno Ki Saheli
Resham Ki Dori
Chhup Chhup Ke Sharmaaye
Dekhe Chori Chori
Babul Ki Galiyaan
Na Chad Ke Jaana
Paagal Deewana
Isko Samjaana
Yeh Maane Ya Na Maane
Main To Ispe Mar Gaya
Yeh Ladki Yeh Ladki Haay Allah
Haay Haay Re Allah
Yeh Ladka Haay Allah
Haay Haay Re Allah
Yeh Ladki Haay Allah
Haay Haay Re Allah
Yeh Ladka Haay Allah
Haay Haay Re Allah
Tip: You can learn the meanings of Yeh Ladka Haay Allah Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.