Alka Yagnik

Tujhe Yaad Na Meri Aayi Lyrics

Tujhe Yaad Na Meri Aayi Lyrics

Singer :

Alka Yagnik

from the Movie Kuch Kuch Hota Hai - 1998, sung by Alka Yagnik, Manpreet Akhtar, Udit Narayan. The song is composed by Jatin Pandit, Lalit Pandit and the lyrics are penned by Sameer. Discover more from Year songs lyrics...

Rabba mere.., ishq kisi ko
Aise na.. tadapaaye, haaye..
Dil ki baat, rahe is dil mein
Honthon tak na aaye, na aaye

Aa.. a.. a..a
Tujhe yaad na meri aayi
Kisi se ab kya kehna

Tujhe yaad na meri aayi
Kisi se ab kya kehna
Dil roya Ki ankh bhar aayi
Dil roya Ki ankh bhar aayi
Kisi se ab kya kehna

Tujhe yaad na meri aayi
Kisi se ab kya kehna

Tujhe yaad na meri aayi
Kisi se ab kya kehna
Dil roya Ki ankh bhar aayi
Kisi se ab kya kehna

Tujhe har khushi de di
Labon ki hansi de di
Zulfon ki ghata laharaayi
Paigaam bafaa ke laayi

Tu ne achchi preet nibhaayi…
Tu ne achchi preet nibhaayi…
Kisi se ab kya kehna

Tujhe yaad na meri aayi
Kisi se ab kya kehna
Tujhe yaad na meri aayi
Kisi se ab kya kehna

Vo chaand mere ghar aangan, ab toh aaega
Ab toh aayega
Tere soone is aanchal ko vo bhar jaayega

Teri kar di god bharaayi
Teri kar di god bharaayi
Kisi se ab kya kehna
Dil roya Ki ankh bhar aayi
Dil roya Ki ankh bhar aayi
Kisi se ab kya kehna

Tujhe yaad na meri aayi
Kisi se ab kya kehna

Aa.. a..a aa…
O maahiya, O.. o… maahiya

Khata ho gai mujh se
Kaha kuch nahin tum se
Ikaraar jo tum kar paate
Toh door kabhi na jaate

Koi samajhe na peer parayi
Koi samajhe na peer parayi
Kisi se ab kya kehna

Tujhe yaad na meri aayi
Kisi se ab kya kehna
Tujhe yaad na meri aayi
Kisi se ab kya kehna

Dil roya Ki ankh bhar aayi
Dil roya Ki ankh bhar aayi
Kisi se ab kya kehna

Tujhe yaad na meri aayi
Kisi se ab kya kehna
Tujhe yaad na meri aayi
Kisi se ab kya kehna


Tip: You can learn the meanings of Tujhe Yaad Na Meri Aayi Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT