Soniye Mill Ja Lyrics

Singer :

Sukhwinder Singh

from the Movie Aaja Nachle - 2007, sung by Madhuri Dixit Nene, Sukhwinder Singh, Sunidhi Chauhan. The song is composed by Salim Merchant, Sulaiman Merchant and the lyrics are penned by Piyush Mishra. Discover more from Year songs lyrics...

(Madhuri Dixit Nene Begins)

Patang sang udd gaya bachpan
Chanak chanak mann, dagar suhani re
Ladakpan aaya ab toh,
Kasak masak ke kya mastaani re
Arrey kya haaye jawani ki hoti hai yahi nshaani re
Ki chitwan tirchi tirchi huyi jaaye haan
Aayi jawani re

(Sukhwinder Singh Begins)

Hoye jawani aayi, saath mein laayi
Pawan ke sang sang
Har ang chale hichkole le ke

Gagan ke rang se, udde hai taqrir
Lagi humraahi, chali purwai
Main hoon tera Romeo,
Tu meri hai wohi Juliet
Arrey main Raanjha tera,
Tu meri hai heer

Soniye mill ja mele mein
Ke iska naam jawani
Ki jo na main na hoon tere sang
Toh phir kis kaam jawani

Arrey woh nahi jaante,
Hoti hia kis kaam jawani
Tabhi toh hoti har baar ye badnaam jawani

Soniye mill ja mele mein
Ke iska naam jawani
Arrey ki aaja meri jaan
Ki na main musalmaan, na hindu jaisi koi baat hoon
Arrey main prem khajaane ka hoon pehredaar
Arrey o khabardaar, aashiq ki jaat hoon

Ho Banaras ke ikke mein
Ho Ganga teer chalenge
Barf ki dhoop soonghne,
Arrey Kashmir chalenge
Arrey kaise bhi ho haalaat,
Ki tujhko ghuma laaun Baghdad
Ye mera vaada jaanam

Arrey ye * Bikaner,
Ki khurma jhumka mehndi dher
Ye mera vaada jaanam

Soniye mill ja mele mein
Ki iska naam jawani
Ki jo na main na hoon tere sang
Toh phir kis kaam jawani

Arrey woh nahi jaante,
Hoti hai kis kaam jawani
Tabhi toh hoti har baar ye badnaam jawani

Soniye mill ja mele mein
Ke iska naam jawani

Arrey Khurja ke khurchan,
Arrey Mathura ke pede
Revadi Meerut wali, chat dareebaan ki laayega

Arrey main hukum karoon, toh door Arab se,
Poora baag khajoor laad ke
Aangan mein bharpoor, tu mere lagwayega

Arrey lagwaoonga, lagwaoonga, lagwaoonga

(Sunidhi Chauhan Begins)

Toh phir tu mill ja mele mein
Ki iska naam jawani
Nahi ye chota masla, bahut bada hai kaand jawani
Arrey ye sarpat sarpat daudi, meri jaan jawani
Arrey ye ghar ki murgi nahi, ye chutta saand jawani

Soniye mill ja mele mein
Ke iska naam jawani
Ki jo na main na hoon tere sang
Toh phir kis kaam jawani

Soniye mill ja mele mein
Ke iska naam jawani
Ki jo na main na hoon tere sang
Toh phir kis kaam jawani

Soniye mill ja mele mein
Ke iska naam jawani
Ki jo na main na hoon tere sang
Toh phir kis kaam jawani


Tip: You can learn the meanings of Soniye Mill Ja Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT