Singer :
Shreya Ghoshal
from the Movie Aaja Nachle - 2007, sung by Shreya Ghoshal, Sonu Nigam. The song is composed by Salim Merchant, Sulaiman Merchant and the lyrics are penned by Piyush Mishra. Discover more from Year Romantic songs lyrics...(Sonu Nigam Begins)
Is pal main hoon, ya tum bhi ho
(Shreya Ghoshal Begins)
Ya dono hoke bhi na hain
Kyun ho, kya ho, ho bhi ? ki na ho
Ya kehna sunna, mana hai
Is pal main hoon, ya tum bhi ho
Ya dono hoke, bhi na hain
Tumhe dekh ke yaad aayi,
wohi bisri kahani
Deewane ka kissa, ya phir ek deewani
Dono sang sang rehte hardum,
Aisa ye, maine suna hai
Iss pal main hoon, ya tum bhi ho
Ya dono hoke, bhi na hain
Kyun ho, kya ho, ho bhi ? ki na ho
Ya kehna sunna, mana hai
Ishq hua
Tum bata do yaad koi
Kya purani leke aaun
Ya nishaani deti jaaun
Ya kahani leke jaaun
Ya ki mann ko chhod doon jaaye
Ye jaata, jaata jahan hai
Iss pal main hoon, ya tum bhi ho
Ya dono hoke, bhi na hain
Kyun ho, kya ho, ho bhi ? ki na ho
Ya kehna sunna, mana hai
Iss pal main hoon
Tip: You can learn the meanings of Is Pal Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.