Singer :
Ankit Tiwari
from the Movie Samrat & Co., sung by Ankit Tiwari, Shreya Ghoshal. The song is composed by Mithoon and the lyrics are penned by . Discover more from Year Thriller songs lyrics...(Shreya Ghoshal Begins)
Sawaalon mein yeh kaisi zindagi, guma hai guma
Nazar yeh kisko dhoondti, dhuaan hai dhuaan
Hai kayi sar-goshiyaan, kyun jalti hai tanhaiyaan
Sawaalon mein yeh kaisi zindagi, guma hai guma
Nazar yeh kisko dhoondti, dhuaan hai dhuaan….
(Instrumental Break)
Uljhi, ye na suljhi, aur uljhi daastaan hai
Jiski na ho manzil, ek aisa raasta hai

Kyun har nazar mein, ek ajab si tishnagi hai
Har sheh, kyun achanak lag rahi ajnabi hai

Tip: You can learn the meanings of Sawaalon Mein Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.