Singer :
Arijit Singh
from the Movie Akira - 2016, sung by Arijit Singh. The song is composed by Vishal - Shekhar and the lyrics are penned by Manoj Muntashir. Discover more from Year Romantic songs lyrics...(Arijit Singh Begins)
Ek rishta hai,
Uss rishtey ka main naam jaanu na
Ek rasta hai,
Uss rasta ka anjaam jaanu na
Bas itna hai pata, ho gayi hai khata
Main khud ka na raha
Main purza, purza tera
Main purza, purza tera
Na aadha, pauna tera
Main poora, poora tera
Main purza, purza tera
Main purza, purza tera
Na aadha, pauna tera
Main poora, poora tera
(Interlude)
Main bhi aadha khoya sa hoon,
Tu bhi aadhi khoyi si
Kya pata ke poora ho jaaye,
Hum milke ek dooje se
Thodi thodi mujhko tu hai,
Ho gayi zaroori si
Kya pata ke poora ho jaaye,
Hum milke yun
Shikwa hai Rabb se zara,
Jab se huya tu mera
Main khud ka na raha, oo..
Main purza, purza tera
Main purza, purza tera
Na aadha, pauna tera
Main poora, poora tera..
(Interlude)
Dil ke band darwaazon ko,
Khat-khata ke dekha hai
Koi bhi nahi iss ghar mein,
Kamra kamra tu hi tu hai
Khidkiyon se mann ki jhaankein,
Shaam si teri aankhein
Ab kahan main baaki mujh mein
Bas tu hi tu hai
Kaisa nasha sa hai ye,
Kaisa tamasha hai ye
Main khud ka na raha
Main purza, purza tera
Main purza, purza tera
Na aadha, pauna tera
Main poora, poora tera..
Tera.. o.. poora tera..
Purza purza tera, purza purza tera
Tip: You can learn the meanings of Purza Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.