Alka Yagnik

Nahi Hona Tha Lyrics

Nahi Hona Tha Lyrics

Singer :

Alka Yagnik

from the Movie Pardes - 1997, sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. The song is composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod and the lyrics are penned by Anand Bakshi. Discover more from Year songs lyrics...

(Alka Yagnik Begins)

Allah mere, maula mere
Rab Rab Rab Rab re

Ho Rabba..

(Instrumental Break)

Ye mohabbat bhi ek ibadat hai
Aur ye ibadat bi ek mohabbat hai
Ye bhi deewangi hai, woh bhi deewangi hai
Ye bhi dil ki lagi hai, woh bhi dil ki lagi hai
Mujhko kya ho gaya hai, sabko hairangi hai

Ho gaya hai mujhe pyar, ho gaya hai mujhe pyar
Nahi hona tha, arrey nahi hona tha
Nahi hona tha, nahi hona tha
Nahi hona tha, nahi hona tha

Nahi hona tha, nahi hona tha, lekin ho gaya

Iss pyar ke, ye kis mod par
Woh chal diye, mujhe chodd kar
Aage jaa na sakoon, peeche jaa na sakoon
Ghum dikha na sakoon, ghum chupa na sakoon
Ghum dikha na sakoon, ghum chupa na sakoon

Saamne mere aag ka dariya, doob ke jaana paar
Ho gaya hai mujhe pyar, ho gaya hai mujhe pyar
Nahi hona tha, nahi hona tha, lekin ho gaya
Ho gaya hai mujhe pyar, ho gaya hai mujhe pyar

(Instrumental Break)

(Udit Narayan Begins)

Zamana dilon ko nahi jaanta hai,
Zamane ko ye dil nahi maanta hai
Nahi aur koi, wakht ishq hai woh
Jo aashiq ki nazron ko pehchanta hai
Jo aashiq ki nazron ko pehchanta hai

Ab waqt faisle ka, nazdeek aa gaya hai
Kya faisla karoon main, dil ne toh ye kaha hai (dil dil)
Dil ne toh ye kaha hai (dil dil), dil ne toh ye kaha hai
Jeena ka hai shokh toh marne ko jaa taiyyaar

Ho gaya hai mujhe pyar, ho gaya hai mujhe pyar
Nahi hona tha, nahi hona tha, lekin ho gaya
Ho gaya hai mujhe pyar, ho gaya hai mujhe pyar

(Instrumental Break)

Wapas kar aayi baabul ko, main shaadi ka joda
Maine pyar ko pehan liya, pyar ko sir pe oddha
Phenk di maine gali mein jhoothi rasmon ki angoothi
Todd diye sab laaj ke pehre, main har qaid se choothi

Pag pag thokar khaaun chalti, jaaun ankhiyaan meeche
Aage mere saajan ka ghar, duniya reh gayi peeche

Aa ek dua maangoon main bichhda yaar mujhe mil jaaye
Mere peeron murshid mera pyar mujhe mil jaaye

Aa.. aa..
Apna laal dupatta maine, dil ke khoon se ranga
Apna laal dupatta maine, dil ke khoon se ranga
Ye sangam ho jaaye, sagar se ganga mil jaaye
Sagar se ganga mil jaaye, sagar se ganga mil jaaye

Nahi hona tha, nahi hona tha
Nahi hona tha, nahi hona tha

Nahi hona tha, nahi hona tha, lekin ho gaya
Ho gaya hai mujhe pyar, ho gaya hai mujhe pyar
Ho gaya hai mujhe pyar

Nahi hona tha, nahi hona tha
Nahi hona tha, nahi hona tha

Nahi hona tha, nahi hona tha, lekin ho gaya
Ho gaya hai mujhe pyar, ho gaya hai mujhe pyar
Ho gaya hai mujhe pyar

Meri mehbooba, meri mehbooba
Meri mehbooba, meri mehbooba
Meri mehbooba

Tip: You can learn the meanings of Nahi Hona Tha Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.

Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT