Udit Narayan

Na Jaane Kya Ho Gaya Hai Lyrics

Na Jaane Kya Ho Gaya Hai Lyrics

Singer :

Udit Narayan

from the Movie Baazi - 1995, sung by Sadhna Sargam, Udit Narayan. The song is composed by Anu Malik and the lyrics are penned by Anvar Sagar, Majrooh. Discover more from Year songs lyrics...

(Udit Narayan Begins)

Na jaane kya ho gaya hai, tumhe dekh kar
Tumhe dekh kar, tumhe dekh kar

(Sadhana Sargam Begins)

Pagal dil ye ho gaya hai, tumhe dekh kar
Tumhe dekh kar, tumhe dekh kar

(Interlude)

Iss beqraari ka mohabbat naam hai shayad
Pyaar se kehte hai chahat naam hai shayad
Kya bataaun kitna tumko pyaar karti hoon
Kho na jaao tum kahin, iss baat se darti hoon

Saanson mein hai, khushbu teri
Aankho mein hai, chehra tera
Ye zindagi bin tere kuch nahi

Deewana main ho gaya hoon, tumhe dekh kar
Tumhe dekh kar, tumhe dekh kar
Pagal dil ye ho gaya hai, tumhe dekh kar
Tumhe dekh kar, tumhe dekh kar

(Interlude)

Paas itne aao, hum ho jaaye bekhabar
Chahton ka har ghadi, dil pe rahe asar
Jee chahta hai tujhko, main seene se laga loon
Tere labon ke rang ko, main aa ke chura loon

Jaadu ye kaisa, tune kiya
Chaane laga hai, tera nasha
Tere hi dum se dhadakta hai dil

Deewani si ho gayi hoon, tumhe dekh kar
Tumhe dekh kar, tumhe dekh kar
Na jaane kya ho gaya hai, tumhe dekh kar
Tumhe dekh kar, tumhe dekh kar

Pagal dil ye ho gaya hai, tumhe dekh kar


Tip: You can learn the meanings of Na Jaane Kya Ho Gaya Hai Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT