Alka Yagnik

Mohabbat Ho Na Jaaye Lyrics

Mohabbat Ho Na Jaaye Lyrics

Singer :

Alka Yagnik

from the Movie Kasoor - 2001, sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. The song is composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod and the lyrics are penned by Sameer. Discover more from Year songs lyrics...

(Udit Narayan Begins)

Hey.. lala.. lala..
Dekha jo tum ko, ye dil ko kya hua hai
Meri dhadkanon pe, ye chaya kya nasha hai (haan)

(Alka Yagnik Begins)

Dekha jo tum ko, ye dil ko kya hua hai
Meri dhadkanon pe, ye chaya kya nasha hai (haan)

Mohabbat ho na jaaye, deewana kho na jaaye
Sambhaloon kaise isko mujhe tu bata (haan)
Mohabbat ho na jaaye, deewana kho na jaaye
Sambhaloon kaise isko mujhe tu bata (haan)

Dekha jo tum ko, ye dil ko kya hua hai
Meri dhadkanon pe, ye chaya kya nasha hai

(Instrumental Break)

Bheegi bheegi alko se, chori chori palko se
Kyun mera sapna churaya, jhuki jhuki ankhiyon se
Dheere dheere batiyon se, kyun mujhe apna banaye

Meri nazron pe chaaye, khusbu ke jaise aaye
Mera tann mann mehkaaye, saanson mein yahi pal pal
Jaane kaisi hulchul, kuch bhi samajh mein na aaye

Shararat ho na jaaye, mohabbat ho na jaaye
Sambhaloon kaise isko, mujhe tu bata
Shararat ho na jaaye, mohabbat ho na jaaye
Sambhaloon kaise isko, mujhe tu bata

(Instrumental Break)

Meri hai ye mushkil, ab toh ye mera dil
Bas mein huzoor nahi hai,
Itna bata de mujhe, kaise samjhaaun tujhe,
Mera ye kusoor nahi hai

Chaahe hum chaahe bhi toh, pehre lagayein bhi toh
Kaise din raat ko roke,
Aag bina ye jale zor na koi chale, kaise jazbaat ko roke,

Yun chahat ho na jaaye, mohabbat ho na jaaye
Sambhaloon kaise isko mujhe tu bata
Yun chahat ho na jaaye, mohabbat ho na jaaye
Sambhaloon kaise isko mujhe tu bata

(Instrumental Break)

Dekha jo tum ko, ye dil ko kya hua hai
Meri dhadkanon pe, ye chaya kya nasha hai
Dekha jo tum ko, ye dil ko kya hua hai
Meri dhadkanon pe, ye chaya kya nasha hai (haan)

Mohabbat ho na jaaye, deewana kho na jaaye
Sambhaloon kaise isko mujhe tu bata
Mohabbat ho na jaaye, deewana kho na jaaye
Sambhaloon kaise isko mujhe tu bata


Tip: You can learn the meanings of Mohabbat Ho Na Jaaye Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT