Singer :
K Mohan
from the Movie Dilliwaali Zaalim Girlfriend - 2015, sung by K Mohan. The song is composed by Meet Bros Anjjan and the lyrics are penned by Kumaar. Discover more from Year Sad songs lyrics...(K Mohan Begins)
Jahan se chalta hoon,
Wahin laut aata hoon
Aansu nikal padte hai
Jab bhi muskuraata hoon
Jahan se chalta hoon,
Wahin laut aata hoon
Aansu nikal padte hai
Jab bhi muskuraata hoon
Kyun be-asar koshishein hain
Kyun ansuni khwahishein hain
Be-lafz aansu ye pooche, tu bata
Meri marzi, teri raza mein
Hai faasla, kyun aye khuda
Meri marzi, teri raza mein
Hai faasla, kyun aye khuda
Kyun be-asar koshishein hain
Kyun ansuni khwahishein hain
Be-lafz aansu ye pooche, tu bata
Meri marzi, teri raza mein
Hai faasla kyun, aye khuda
(Instrumental Break)
Khwaabon mein hai jo daraarein,
Aankhon mein dikhne lagi hain
Saanson ki tooti dewaarein,
Kaandhe pe tikne lagi hai
Ho..
Khwaabon mein hai jo daraarein,
Aankhon mein dikhne lagi hain
Saanson ki tooti dewaarein,
Kaandhe pe tikne lagi hai
Kis baat ki mujhko, mili hai saza
Tu hi jaanta hai ye, mujhe kya pata
Meri marzi, teri raza mein
Hai faasla kyun, aye khuda
Meri marzi, teri raza mein
Hai faasla kyun, aye khuda
(Instrumental Break)
Kismat mein hai dhoop lekin,
Chaaon bhi kahin toh hogi
Jahan manzilein hongi apni
Koi aisi zameen toh hogi
Kismat mein hai dhoop lekin,
Chaaon bhi kahin toh hogi
Jahan manzilein hongi apni
Koi aisi zameen toh hogi
Paaon dhoodte hai, jo raasta
Jaane kis mod pe, hai wo chupa
Tu hi bata..
Meri marzi, teri raza mein
Hai faasla kyun, aye khuda
Kyun be-asar koshishein hain
Kyun ansuni khwahishein hain
Be-lafz aansu ye pooche tu bata
Meri marzi, teri raza mein
Hai faasla kyun, aye khuda
Meri marzi, teri raza
Meri marzi, teri raza
Meri marzi, teri raza
Mein hai kyun faasla
O.. Ho.. Khuda
Tip: You can learn the meanings of Meri Marzi Teri Raza Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.