Singer :
Chinmayi
from the Movie Guru - 2007, sung by Chinmayi, Devika Mathur, Kirti Sagathia, Maryem Tollar. The song is composed by A. R. Rahman and the lyrics are penned by Gulzar. Discover more from Year Romantic songs lyrics...Mayya Mayya Lyrics
Tu neel samundar hain
Tu neel samundar hain
Main ret ka sahil hoon
Main ret ka sahil hoon
Aaghosh mein le le,
Main der se, pyaasi hoon
(Instrumental Break)
Ek sauda raat ka,
Ek kaudi chaand ki
Chaahe toh choom le,
Tu kodi chaand ki
Ek sauda raat ka,
Ek kaudi chaand ki
Chaahe toh choom le,
Tu kodi chaand ki
Ek chand ki kashti mein
Chal paar utarna hai
Tu halke halke kehna,
Dariya na chalke
Mayya mayya, gulaabi taare chun le
Saare chun
Mayya mayya, ki jism ke pardo mein,
Dardon ke maare chun le
Mayya mayya, gulaabi taare chun le
Saare chun
Mayya mayya, ki jism ke pardo mein,
Dardon ke maare chun le
(Instrumental Break)
Jab neele samundar jaage
Aaghosh mein lekar sahil
Lehraata hai aur, masti mein
Mehtaab ka chehra choomta hai
Main seene mein,
Teri saansein bhar leti hoon
Karwat karwat, main tujhse lipatkar
Raat basar kar leti hoon
Mayya mayya
Seene se mere utthta hai dhuaan
Mayya mayya
Deewar pe kya likhta hai dhuaan
Dheema dheema dheema dhuwaan
Har baar ye kya kehta hai dhuaan
May may mayya mayya ale le le le
Ek sauda raat ka,
Ek kaudi chaand ki
Chaahe toh choom le,
Tu kodi chaand ki
Ek megh ki kashti mein
Chal paar utarna hai
Tu halke halke kehna,
Dariya na chalke
Maiyya maiyya ale le le le
Mayya mayya
Waalida.., arrey waalida waalida waalida
Maara waalida waalida maara
Charpar barse charpar barse
Mehula, yevelo yevelo
Mayya mayya
Charpar barse charpar barse
Mehula, yevelo yevelo
Mayya mayya
Heji re heji re, heji re
Heji re heji re, heji re
Tip: You can learn the meanings of Mayya Mayya Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.