Singer :
Alka Yagnik
from the Movie Raja Hindustani - 1996, sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. The song is composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod and the lyrics are penned by Sameer. Discover more from Year Romantic songs lyrics...(Udit Narayan Begins)
Jee kare dekhta rahoon, kya?
Kitna pyara tujhe, Rab ne banaya
Kitna pyara tujhe, Rab ne banaya,
Jee kare dekhta rahoon,
Ho kitna sona tujhe, Rab ne banaya
Kitna sona tujhe, Rab ne banaya
Jee kare dekhta rahoon,
(Alka Yagnik Begins)
Tu hai pagal, tu hai joker
Tu hai dilbar jaani
Tu hai pagal, tu hai joker
Tu hai dilbar jaani
Sabse pyara mera yaara, Raja Hindustani
Kitna pyara tujhe, Rab ne banaya,
Jee kare dekhta rahoon
O kitna sona tujhe, Rab ne banaya,
Jee kare dekhta rahoon
(Instrumental Break)
Ambar se aayi hai, pariyon ki Rani
Dekh jise hoti hai, sabko hairaani
Ho ambar se aayi hai, pariyon ki Rani
Dekh jise hoti hai, sabko hairaani
Sunder sa mukhda hai, phoolon ke jaisa
Hoga na duniya mein, koi aisa
Kitna seedha, kitna sachcha
Mera Raja, kitna achcha
Mujhko toh achchi lagti hai, teri har nadaani
Mujhko toh achchi lagti hai, teri har nadaani
Sabse pyara mera yaara, Raja Hindustani
O kitna pyara tujhe, Rab ne banaya,
Jee kare dekhta rahoon
O kitna sona tujhe, Rab ne banaya,
Jee kare dekhta rahoon
(Instrumental Break)
Koyal ke jaisi hai, teri ye boli
Moorat ke jaisi hai, soorat ye bholi
O koyal ke jaisi hai, teri ye boli
Moorat ke jaisi hai, soorat ye bholi
Baaghon mein jaao na, dil mera ghabraaye
Pairon mein kaanta koi, haaye na chubh jaaye
Main deewani ho na jaaun, teri baaton mein kho na jaaun
Udta badal, behta paani, bole rut mastaani
Udta badal, behta paani, bole rut mastaani, kya?
Sabse pyara mera yaara, Raja Hindustani
Kitna pyara tujhe Rab ne banaya,
O kitna sona tujhe Rab ne banaya,
Jee kare dekhta rahoon
Tu hai pagal, tu hai joker
Tu hai dilbar jaani
Sabse pyara mera yaara, Raja Hindustani
O kitna pyara tujhe, Rab ne banaya,
Jee kare dekhta rahoon
Jee kare dekhta rahoon
Tip: You can learn the meanings of Kitna Pyara Tujhe Rab Ne Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.