Singer :
Shibani Kashyap
from the Movie Main Aur Mr. Riight - 2014, sung by Shibani Kashyap. The song is composed by Shibani Kashyap and the lyrics are penned by Shibani Kashyap. Discover more from Year Sad songs lyrics...(Shibani Kashyap)
Na tumne kuch kaha, na humne kuch suna
Zara si der hi, chala ye silsila
Na tumne kuch kaha, na humne kuch suna
Zara si der hi, chala ye silsila
Rukhsat ka waqt aa gaya
(Instrumental Break)
Na tumne kuch kaha, na humne kuch suna
Zara si der hi, chala ye silsila
Rukhsat ka waqt aa gaya
Khuda khair, khuda khair
Khuda khair, khuda khair
(Instrumental Break)
Ye khwaab tha, ya kuch aur tha
Jo bhi tha, na tera tha na mera tha
Ye khwaab tha, ya kuch aur tha
Jo bhi tha, na tera tha na mera tha
Ik bojh tha, jo tal gaya
Kuch bikhar sa gaya
Khuda khair, khuda khair
Khuda khair, khuda khair
(Vocal Break)
Ye rang tha ya bus tu mère sang tha
Jo bhi tha, na jaane kahan gum gaya
Ye rang tha ya bus tu mère sang tha
Jo bhi tha, na jaane kahan gum gaya
Jo waqt tha, woh gujar gaya
Jaane kahan kab kidhar gaya
Khuda khair, khuda khair
Khuda khair, khuda khair
Tip: You can learn the meanings of Khuda Khair Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.