Singer :
Alka Yagnik
from the Movie Dilwale - 1994, sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. The song is composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod and the lyrics are penned by Sameer. Discover more from Year Romantic, Sad songs lyrics...(Kumar Sanu Begins)
Ho… ho..
Jeeta hoon jiske liye, jiske liye marta hoon
Jeeta hoon jiske liye, jiske liye marta hoon
Bas tu hi woh ladki hai,
Jise main pyar karta hoon
Bas tu hi woh ladki hai,
Jise main pyar karta hoon
Jeeta hoon jiske liye, jiske liye marta hoon
Bas tu hi woh ladki hai,
Jise main pyar karta hoon
Bas tu hi woh ladki hai,
Jise main pyar karta hoon
(Instrumental Break)
Tera hi charcha, teri hi baatein
Lab pe tera naam hai
Lab pe tera naam hai
(Alka Yagnik Begins)
Dilbar kasam se, tere hi dum se
Meri subah shaam hai
Meri subah shaam hai
Hamari wafa ke gawah hain, zameen aasmaan
Bas tu hi woh ladka hai,
Jise main pyar karti hoon
Bas tu hi woh ladki hai,
Jise main pyar karta hoon
(Instrumental Break)
Meri baharein, meri mohabbat
Tu hai meri arzoo, tu hai meri arzoo
Dekhun jise main aankhon mein bharke
Hai woh haseen khwaab tu
Hai woh haseen khwaab tu
Main kaisa jeeyungi tere bin,
Tu hai meri jaan
Bas tu hi woh ladki hai,
Jise main pyar karta hoon
Bas tu hi woh ladka hai,
Jise main pyar karti hoon
Jeeti hoon jiske liye, jiske liye marti hoon
Bas tu hi woh ladka hai,
Jise main pyar karti hoon
Bas tu hi woh ladka hai,
Jise main pyar karti hoon
Tip: You can learn the meanings of Jeeta Hoon Jiske Liye Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.