Singer :
Rahat Fateh Ali Khan
from the Movie Om Shanti Om - 2006, sung by Rahat Fateh Ali Khan, Richa Sharma. The song is composed by Vishal - Shekhar and the lyrics are penned by Javed Akhtar. Discover more from Year Sad songs lyrics...(Richa Sharma Begins)
Main toh, jiya na mara..
Haaye ve dasu main ki kara..
Dil jude bina hi tutt gaye,
Hath mile bina hi chuth gaye
Ki likhe ne lekh kismat ne..
Baar baar rod ankhiyaan,
Tainu jo na vekh sakhiyaan
Khole aaye aaj, kudrat ne..
Katan main ki ve din,
Teri sau, tere bin
Main toh jiya na mara
(Ustad Rahat Fateh Ali Khan Begins)
Chhan se jo toote koi sapna,
Jag soona soona lage,
Jag soona soona lage
Koi rahe na jab apna
Jag soona soona lage,
Jag soona soona hai toh..
Yeh kyun hota hai ?
Jab yeh dil rota hai
Roye sisak sisak ke hawayein,
Jag soona lage
Chhan se jo toote koi sapna,
Jag soona soona lage,
Jag soona soona lage
Koi rahe na jab apna
Jag soona soona lage
Jag soona soona lage re..
Soona laage re..
(Instrumental Break)
Roothi roothi, saari raatein
Feekhe feekhe, saare din
Virani si, virani hai
Tanhai si, tanhai hai
Aur ek hum hai, pyar ke bin
Har palchin,
Chhan se jo toote koi sapna,
Jag soona soona lage,
Jag soona soona lage
Koi rahe na jab apna
Jag soona soona lage
Jag soona soona lage re..
(Instrumental Break)
Pattharon ki, iss nagri mein
Patthar chehre, patthar dil
Phirta hai, maara maara
Kyun raahon mein, tu awara
Yahan na hoga, kuch haasil
Mere dil, Chhan se jo toote koi sapna
Jag soona soona lage,
Jag soona soona lage
Koi rahe na jab apna
Jag soona soona lage
Jag soona soona hai toh..
Yeh kyun hota hai ?
Jab yeh dil rota hai
Roye sisak sisak ke hawayein,
Jag soona lage
Chhan se jo toote koi sapna,
Jag soona soona lage,
Jag soona soona lage
Koi rahe na jab apna
Jag soona soona lage
Jag soona soona lage re..
Soona.. laage re.. mohe..
Tip: You can learn the meanings of Jag Soona Soona Laage Re Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.