Singer :
Vipin Anneja
from the Movie Jazbaa - 2015, sung by Vipin Anneja. The song is composed by Arko Pravo Mukherjee and the lyrics are penned by Arko. Discover more from Year Sad songs lyrics...Jaane tere shehar ka, kya iraada hai
Jaane tere shehar ka, kya iraada hai
Aasmaan kam.., parindey zyada hain
O.. jaane tere shehar ka, kya iraada hai
Khushi ka hissa, gham ka hissa
Ghoont ka hissa, dum ka hissa
Zakhm aur marham ka hissa,
Dil farosi ka ye qissa
Jaane tera ishq bhi, kya tamasha hai
Raat ko mulzim.., din mein khuda sa hai
Jaane tere shehar ka, kya iraada hai
Jaane hum pe kaun si aisi tohmat hai
Samajh na paayein aib hai ya ye aadat hai
Malmal mein lipte hain, phir bhi bikhre hain
Bas ye jaam hamara hai, hum iske hain
Yun toh mera dard hi, ik dawa saa hai
Yun toh mera dard hi, ik dawa saa hai
Har ghadi zinda.., har din naya saa hai
Jaane tere shehar ka, kya iraada hai
Tip: You can learn the meanings of Jaane Tere Shehar Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.