Jagjit Singh

Haath Chhutey Bhi Toh Lyrics – Jagjit Singh

Haath Chhutey Bhi Toh Lyrics – Jagjit Singh

Singer :

Jagjit Singh

from the Movie Traffic Signal - 2007, sung by Jagjit Singh. The song is composed by Shamir Tondon and the lyrics are penned by Sameer. Discover more from Year songs lyrics...

(Jagjit Singh Begins)

Haath chhutey bhi toh, rishtey nahi choda karte
Haath chhutey bhi toh, rishtey nahi choda karte
Waqt ki shaakh se, lamha nahi toda karte
Haath chhutey bhi toh, rishtey nahi choda karte

Jiski awaaz mein silwat ho, nigaahon mein shikand
Jiski awaaz mein silwat ho, nigaahon mein shikand
Aisi tasveer ke tukde nahi joda karte
Aisi tasveer ke tukde nahi joda karte

Shahed jeene ka mila karta hai, thoda thoda
Shahed jeene ka mila karta hai, thoda thoda
Jaanewaalon ke liye dil, nahin thoda karte
Jaanewaalon ke liye dil, nahin thoda karte

Lagke saahil se jo behta hai, use behne do
Lagke saahil se jo behta hai, use behne do
Aise dariya ka kabhi rukh nahi moda karte
Aise dariya ka kabhi rukh nahi moda karte
Waqt ki shaakh se, lamhe nahi toda karte
Haath chhutey bhi toh, rishtey nahi choda karte


Tip: You can learn the meanings of Haath Chhutey Bhi Toh Lyrics – Jagjit Singh in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT