Singer :
Mohit Chauhan
from the Movie Love Aaj Kal - 2009, sung by Mohit Chauhan. The song is composed by Pritam and the lyrics are penned by Irshad Kamil. Discover more from Year Romantic, Sad songs lyrics...Yeh dooriyan
Yeh dooriyan
Yeh dooriyan
In raahon ki dooriyan
Nigahon ki dooriyan
Hum rahon ki dooriyan
Fanah ho sabhi dooriyan
Kyun koi paas hai
Door hai kyun koi
Jaane na, koi yahan pe
Aa raha, paas ya door mein ja raha
Janu na mein hoon kahan pe
Yeh dooriyan
In raahon ki dooriyan
Nigahon ki dooriyan
Hum rahon ki dooriyan
Fanaa ho sabhi dooriyan
Yeh dooriyan…
Yeh dooriyan…
Yeh dooriyan…
Kabhi hua yeh bhi
Khali rahon pe bhi
Tu tha mere saath
Kabhi tujhe milke lauta
Mera dil yeh khali khali haath
Yeh bhi hua… kabhi
Jaise hua… abhi
Tujhko sabhi mein paa liya…
Tera mujhe kar jaati hai dooriyan…
Satati hain dooriyan…
Tarsati hain dooriyan…
Fanah ho sabhi dooriyan…
Kaha bhi na mene
Nahi jeena mene
Tu jo na mila
Tujhe bhule se bhi
Bola na mene chahun fasla
Bas fasla rahein
Ban ke kasak jo kahen
Ho aur chahat yeh jawan
Teri meri mit jaani hai dooriyan…
Begani hai dooriyan…
Hat jani dooriyan
Fanaa ho sabhi dooriyan…
Kyun koi paas hai
Door hai kyun koi
Jaane na koi yahan pe
Aa raha paas ya door mein ja raha
Janu na mein hoon kahan pe
Yeh dooriyan…
In raahon ki dooriyan…
Nigahon ki dooriyan…
Hum rahon ki dooriyan…
Fanaa ho sabhi dooriyan…
Yeh dooriyan…
Yeh dooriyan…
Yeh dooriyan…
Tip: You can learn the meanings of Dooriyan Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.