Singer :
Neeraj Shridhar
from the Movie Love Aaj Kal - 2009, sung by Neeraj Shridhar, Sunidhi Chauhan. The song is composed by Pritam and the lyrics are penned by Irshad Kamil. Discover more from Year Fun and Masti, Romantic songs lyrics...Na re…
Na re nanna re
Chor bazari do naino ki
Pehle thi aadat jo hat gai
Pyaar ki jo teri meri
Umr aai thi woh ghat gai
Duniya ki to fikar kahan thi
Teri bhi abb chinta ghat gai
Chanda re
Tu bhi tu hai
Mein bhi mein hoon
Duniya saari dekh ulat gayi
Tu na jaane mein na jaanu
Kaise saari baat palat gai
Ghatni hi thi yeh bhi ghatna
Ghatte ghatte lo yeh ghat gayi
Aa… chori bazari do naino ki
Pehle thi aadat jo hat gai
Na re nanna re
nanna re, nanna re
Tarif teri karna
Tujhe khone se darna
Haan bhul gaya abb tujhpe
din mein char dafa marna
Tarif teri karna
Tujhe khone se darna
Haan bhul gaya abb tujhpe
din mein char dafa marna
Pyaar khumari utari saari
Baaton ki badli bhi chhat gayi
Hum se main pe aaye aise
Mujhko to mein hi mein kat gayi
Ek hue the do se dono
Dono ki ab raahein kat gayi
Na re nanna re
Na re nanna re
Na re nanna re
Na re nanna re
Abb koi fikar nahi
Gum ka bhi zikar nahi
Haaan hota hoon mein jis raste pe
Aaye khushi wohin
Aazad hoon mein tujhse
Aazad hai tu mujhse
Haan jo jee chahe
Jaise chahe karle Aaj yahin
Laj sharm ki choti moti jo thi dori
Woh bhi kat gai
Chauk chawbare gali molhalle
Khol ke main saare ghoonghat gai
Tu na badli mein na badla
Dilli sari dekh badal gai
Ek minute mein duniya-dari ki mein
Saaari samaj nikal gai
Haan rang biranga pani pe ke
Seedhi saadhi kudi begad gayi
Dekh ke mujhko hasta gaata
Sadh gai yeh duniya sadh gai
Na re nanna re
Na re nanna re
Na re nanna re
Na re nanna re
Tip: You can learn the meanings of Chor Bazari Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.