Arijit Singh

Deewana Tera Tujhe Hi Bulaaye Lyrics

Deewana Tera Tujhe Hi Bulaaye Lyrics

Singer :

Arijit Singh

from the Movie Ek Paheli Leela - 2015, sung by Arijit Singh. The song is composed by Meet Bros Anjjan and the lyrics are penned by Kumaar. Discover more from Year songs lyrics...

Main Hoon Deewana Tera Lyrics – Arijit Singh

Deewana deewana deewana hai..
Deewana deewana deewana hai..

(Arijit Singh Begins)

Na jaanu main,
Kaisi ye bekarari hai
Shayad dil ke,
Jaane ki ab taiyaari hai

Na jaanu main,
Kaisi ye bekarari hai
Shayad dil ke,
Jaane ki ab taiyaari hai

Tu dil ka, thikana
Hoon tera deewana
Deewana tera tujhe hi bulaaye,
Ye marzi teri, tu aaye na aaye

Deewana tera tujhe hi bulaaye,
Ye marzi teri, tu aaye na aaye

(Instrumental Break)

Deewana deewana deewana hai..

Pooche nigaahein meri,
Hai kahan raahe teri
Jaane kyun na jaane tu,
Tanha hai baahein meri

Pooche nigaahein meri,
Hai kahan raahe teri
Jaane kyun na jaane tu,
Tanha hai baahein meri

Neendon bin, raat bhi guzaari hai
Jo utre na, teri hi toh khumaari hai

Mushkil hai, bhulana
Hoon tera deewana
Deewana tera tujhe hi bulaaye,
Ye marzi teri, tu aaye na aaye

Deewana tera tujhe hi bulaaye,
Ye marzi teri, tu aaye na aaye

(Instrumental Break)

Dil mein jo armaan jaage,
Tere hi peeche bhaage
Rukna hai tujhpe ab toh
Jaane nahi hai aage

Dil mein jo armaan jaage,
Tere hi peeche bhaage
Rukna hai tujhpe ab toh
Jaane nahi hai aage

Soorat ye, kyun aankhon mein utaari hai
Maine toh, bhulaayi duniya saari hai

Hai tujhko batana
Hoon tera deewana
Deewana tera tujhe hi bulaaye,
Ye marzi teri, tu aaye na aaye

Deewana tera tujhe hi bulaaye,
Ye marzi teri, tu aaye na aaye


Tip: You can learn the meanings of Deewana Tera Tujhe Hi Bulaaye Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT