Singer :
Mohammad Rafi
from the Movie Karz - 1980, sung by Mohammad Rafi. The song is composed by Laxmikant-Pyarelal and the lyrics are penned by Anand Bakshi. Discover more from Year Romantic songs lyrics...(Mohammad Rafi Begins)
Dard-e-Dil dard-e-jigar
Dil mein jagaya aap ne
Dard-e-Dil dard-e-jigar
Dil mein jagaya aap ne
Pehle toh main shayar tha,
Pehle toh main shayar tha,
Aashiq banaya, aap ne
Dard-e-Dil dard-e-jigar
Dil mein jagaya aap ne
Dard-e-Dil dard-e-jigar
Dil mein jagaya aap ne
(Instrumental Break)
Aap ki madhosh nazrein, kar rahi hai shayari
Aap ki madhosh nazrein, kar rahi hai shayari
Ye ghazal meri nahi, ye ghazal hai aap ki
Maine toh bas woh likha, jo kuch likhaya aap ne
Dard-e-Dil dard-e-jigar
Dil mein jagaya aap ne
Dard-e-Dil dard-e-jigar
Dil mein jagaya aap ne
(Instrumental Break)
Kab kahan sab kho gayi, jitni bhi thi parchaaiyaan
Utth gayi yaaron ki mehfil, ho gayi tanhaaiyaan
Kab kahan sab kho gayi, jitni bhi thi parchaaiyaan
Utth gayi yaaron ki mehfil, ho gayi tanhaaiyaan
Kya kiya shayad koi, parda giraya aap ne
Dard-e-Dil dard-e-jigar
Dil mein jagaya aap ne
Dard-e-Dil dard-e-jigar
Dil mein jagaya aap ne
(Instrumental Break)
Aur thodi der mein bas, hum juda ho jaayenge
Aur thodi der mein bas, hum juda ho jaayenge
Aap ko dhoondunga Kaise, raaste kho jaayenge
Naam tak bhi toh, apna bataya aap ne
Dard-e-Dil dard-e-jigar
Dil mein jagaya aap ne
Dard-e-Dil dard-e-jigar
Dil mein jagaya aap ne
Dard E Dil Lyrics In Hindi
दर्द-ए-दिल दर्द-ए-जिगर, दिल में जगाया आप ने।
दर्द-ए-दिल दर्द-ए-जिगर, दिल में जगाया आप ने।
पहले तो मैं शायर था,
पहले तो मैं शायर था, आशिक़ बनाया आप ने।
दर्द-ए-दिल दर्द-ए-जिगर, दिल में जगाया आप ने।
दर्द-ए-दिल दर्द-ए-जिगर, दिल में जगाया आप ने।
आप की मदहोश नज़रें, कर रही है शायरी।
आप की मदहोश नज़रें, कर रही है शायरी।
ये ग़ज़ल मेरी नहीं, ये ग़ज़ल है आप की।
मैंने तो बस वो लिखा, जो कुछ लिखाया आप ने।
दर्द-ए-दिल दर्द-ए-जिगर, दिल में जगाया आप ने।
दर्द-ए-दिल दर्द-ए-जिगर, दिल में जगाया आप ने।
कब कहाँ सब खो गयी, जितनी भी थी परछाइयाँ।
उठ गयी यारों की मेहफिल, हो गयी तन्हाईयाँ।
कब कहाँ सब खो गयी, जितनी भी थी परछाइयाँ।
उठ गयी यारों की मेहफिल, हो गयी तन्हाईयाँ।
क्या किया शायद कोई पर्दा गिराया आप ने।
दर्द-ए-दिल दर्द-ए-जिगर, दिल में जगाया आप ने।
दर्द-ए-दिल दर्द-ए-जिगर, दिल में जगाया आप ने।
Tip: You can learn the meanings of Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.