Singer :
Kumar Sanu
from the Movie Aashiqui - 1990, sung by Kumar Sanu. The song is composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod and the lyrics are penned by Sameer. Discover more from Year Romantic songs lyrics...(Kumar Sanu Begins)
Saanson ki zaroorat hai jaise,
Saanson ki zaroorat hai jaise,
Zindagi ke liye
Bus ek sanam chahiye, aashiqui ke liye
Jaam ki zaroorat hai jaise,
Jaam ki zaroorat hai jaise,
Bekhudi ke liye
Haan ek sanam chahiye, aashiqui ke liye
Bus ek sanam chahiye, aashiqui ke liye
(Instrumental Break)
Waqt ke haathon mein, sabki taqdeerein hain
Waqt ke haathon mein, sabki taqdeerein hain
Aayina jhootha hai, sachchi tasveerein hain
Jahan dard hai, wahin jeet hai
Jahan pyaas hai, wahin meet hai
Koi na jaane magar, jeene ki yahi reet hai
Saanz ki zaroorat hai jaise,
Saanz ki zaroorat hai jaise,
Mauski ke liye
Bus ek sanam chahiye, aashiqui ke liye
Haan ek sanam chahiye, aashiqui ke liye
(Instrumental Break)
Ho.. ho.., ho.. ho..
Manzilein haansil hain, phir bhi ek doori hai
Manzilein haansil hain, phir bhi ek doori hai
Bina hum raahi ke, zindagi adhoori hai
Milegi kahin koi reh gujar,
Tanha katega kaise ye safar
Mere sapne ho jahan, dhoondoon main aisi najar
Chaand ki zaroorat hai jaise,
Chaand ki zaroorat hai jaise
Chandni ke liye
Bus ek sanam chahiye, aashiqui ke liye
Saanson ki zaroorat hai jaise,
Saanson ki zaroorat hai jaise,
Zindagi ke liye
Bus ek sanam chahiye, aashiqui ke liye
Bus ek sanam chahiye, aashiqui ke liye
Aashiqui ke liye, aashiqui ke liye
Aashiqui ke liye
Tip: You can learn the meanings of Bus Ek Sanam Chahiye Lyircs in English/Hindi by hovering over the highlighted word.