Singer :
Armaan Malik
from the Movie Kapoor & Sons - 2016, sung by Armaan Malik. The song is composed by Amaal Mallik and the lyrics are penned by Abhiruchi Chand. Discover more from Year Fun and Masti songs lyrics...(Armaan Malik Begins)
Dabi dabi si hansi honthon pe phansi hai
Gudgudi kar rahi hawa
Oo..
Halla macha rahi hai pagal si khwahishein,
Khushiyon ki mili hai wajah
Kuch hai junoon sa, kuch pagalpan hai
Sau baatein karta ye, buddhu sa mann hai
Kuch hai junoon sa, kuch pagalpan hai
Sau baatein karta ye, buddhu sa mann hai
(Instrumental Break)
Karne de khwaabon ko badmashiyaan
Chal ne de nazron ki manmaniyaan
Dhoondhe chalo kuch thikaane naye
Hone de pagli pagli si nadaaniyaan
Hosh mein rehna hai kyun, rehne se hoga kya
Behoshiyaan mein hai maza
Oo..
Bachkaani harkatein jo hoti hain hone de,
Khushiyon ki mili hai wajah
Kuch hai junoon sa, kuch pagalpan hai
Sau baatein karta ye, buddhu sa mann hai
Kuch hai junoon sa, kuch pagalpan hai
Sau baatein karta ye, buddhu sa mann hai
(Instrumental Break)
Nan..na..
Mausam ne bhi ki hai kuch koshishein,
Hone lagi dekho ye baarishein
Sar pe chadha hai yeh kaisa asar,
Daude raftaar mein dil ki sab dhadkanein
Dhun koi chal rahi hai, kaano mein dheeme se
Roshan hai zyada ye subah
Oo..
Hulchul jo ho rahi hai seene mein hone de
Khushiyon ko mili hai wajah
Kuch hai junoon sa, kuch pagalpan hai
Sau baatein karta ye, buddhu sa mann hai
Kuch hai junoon sa, kuch pagalpan hai
Sau baatein karta ye, buddhu sa mann hai
Tip: You can learn the meanings of Buddhu Sa Mann Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.