Singer :
Vishal Bhardwaj
from the Movie 7 Khoon Maaf - 2011, sung by Vishal Bhardwaj. The song is composed by Vishal Bhardwaj and the lyrics are penned by Gulzar. Discover more from Year Romantic songs lyrics...Bekaraan hai bekaraan
Aankhein bandh keeje naa
Doobne lage hai hum
Saans lene deeje naa
Bekaraan hai bekaraan
Aankhein bandh keeje naa
Doobne lage hai hum
Saans lene deeje naa
illallah
Ek zara chehra
Udhar keejay, inayat hogi
Ek zara chehra
Udhar keejay, inayat hogi
Aap ko dekh ke
Badi der se
Meri saans ruki hai
Aap ko dekh ke
Badi der se
Meri saans ruki hai
Bekaraan hai bekaraan
Aankhein bandh keeje naa
Doobne lage hai hum
Saans lene deeje naa
Bekaraan hai bekaraan
Aankhein bandh keeje naa
Doobne lage hai hum
Saans lene deeje naa
Ek zara dekhiye to
Aapke paaon tale
Kuch toh atka hai kahin
Waqt se kahiye chale
Udti udti si nazar
Mujhko choo jaaye agar
Ek tasleem ko har baar meri aankh jhuki hai
Aap ko dekh ke badi der se meri saans ruki hai
Aankh kuch laal si hai
Raat jaage to nahi
Raat jab bijli gayi
Darr ke baagey to naye kya laga
Honth tale jaise koi choth chale
Jaane kya sochke iss baar meri ankh jhuki hai
Aap ko dekh ke badi der se meri saans ruki hai
Bekaraan hai bekaraan
Aankhein bandh keeje naa
Doobne lage hai hum
Saans lene deeje naa
Aankhein teri bekaraan
Aankhein bandh keejay na
Aasman hi aasman
Aankhein bandh keejay na
Bekaraan hai bekaraan
Aankhein bandh keeje naa
Doobne lage hai hum
Saans lene deeje naa
illallah
Tip: You can learn the meanings of Bekaraan Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.