Alka Yagnik

Aisi Deewangi Lyrics

Aisi Deewangi Lyrics

Singer :

Alka Yagnik

from the Movie Deewaana - 1992, sung by Alka Yagnik, Vinod Rathod. The song is composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod and the lyrics are penned by Sameer. Discover more from Year songs lyrics...

(Alka Yagnik Begins)

Aisi deewangi, dekhi nahi kahin
Maine.. is liye

(Instrumental Break)

Aisi deewangi, dekhi nahi kahin
Maine.. is liye
Jaane jaana, deewana tera naam rakh diya
Tera naam rakh diya
Haan naam rakh diya, tera naam rakh diya

(Vinod Rathod Begins)

Mera naseeb hai, jo mera yaar ne
Hans ke, pyaar se
Bekhudi mein, deewana mera naam rakh diya
Mera naam rakh diya
Haan naam rakh diya, mera naam rakh diya

(Instrumental Break)

Tune pehli nazar mein sanam,
Mere dil ko churaya
Ho.. tune pehli nazar mein sanam,
Mere dil ko churaya

Huyi duniya se parayi, tujhe apna banaya
Bina dekhe tujhe ab na aaye karaar
Har ghadi hai mujhe ab tera intejaar

Aisi deewangi, dekhi nahi kahin
Maine.. is liye
Jaane jaana, deewana tera naam rakh diya
Tera naam rakh diya
Haan naam rakh diya, tera naam rakh diya

(Instrumental Break)

Teri chahat ki chandni,
Meri aankhon mein bas gayi
Teri chahat ki chandni,
Meri aankhon mein bas gayi

Ye khusboo tere jism ki,
Meri saanson mein bas gayi
Tu meri aarzoo, tu hai meri wafa
Zindagi mein kabhi, ab na honge juda

Aisi deewangi, dekhi nahi kahin
Maine.. is liye
Jaane jaana, deewana tera naam rakh diya
Tera naam rakh diya
Haan naam rakh diya, tera naam rakh diya

Mera naseeb hai, jo mera yaar ne
Hans ke, pyaar se
Bekhudi mein, deewana mera naam rakh diya
Mera naam rakh diya
Haan naam rakh diya, mera naam rakh diya

Jaane jaana, deewana tera naam rakh diya


Tip: You can learn the meanings of Aisi Deewangi Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT