Singer :
Alka Yagnik
from the Movie Raja - 1995, sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. The song is composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod and the lyrics are penned by Sameer. Discover more from Year Sad songs lyrics...(Alka Yagnik Begins)
Chot lage tujhko toh, dard mujhe hota hai
Chot lage tujhko toh, dard mujhe hota hai
Aankh teri chalke toh, dil ye mera rota hai
Bhai bhai mein aksar ye hota hai
Hota hai, ye hota hai

(Instrumental Break)
Sewa karoon teri din raat main,
Sada rahoon bhai tere saath main
Sewa karoon teri din raat main,
Sada rahoon bhai tere saath main
Mere labon pe bus tera naam hai,
Main hoon Lakhan tu hi mera Ram hai
Aise aasuon se kyun palko ko bhigota hai
Aankh teri chalke toh, dil ye mera rota hai
Bhai bhai mein aksar ye hota hai
Hota hai, ye hota hai
Bhai bhai mein aksar ye hota hai
Hota hai, ye hota hai
(Instrumental Break)
(Udit Narayan Begins)
Aaja yahan, aaja tujhe pyar doon
Nazar koi lage toh utaar doon
Aaja yahan, aaja tujhe pyar doon
Nazar koi lage toh utaar doon
Tere liye bhai meri jaan hai,
Tu hi mère jeene ka samaan hai
Neend mujhe aaye, jab chain se tu sota hai
Aankh teri chalke toh, dil ye mera rota hai
Bhai bhai mein aksar ye hota hai
Hota hai, ye hota hai
Bhai bhai mein aksar ye hota hai
Hota hai, ye hota hai
Chot lage tujhko toh, dard mujhe hota hai
Aankh teri chalke toh, dil ye mera rota hai
Bhai bhai mein aksar ye hota hai
Hota hai, ye hota hai
Bhai bhai mein aksar ye hota hai
Hota hai, ye hota hai
Tip: You can learn the meanings of Aankh Teri Chalke Toh Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.