Yeh Faasle Lyrics

Singer :

Adnan Sami

from the Movie Rama Rama Kya Hai Yeh Drama - 2008, sung by Adnan Sami. The song is composed by Siddharth-Suhas and the lyrics are penned by Kumaar. Discover more from Year , songs lyrics...

(Adnan Sami Begins)

Yeh faasle har lamha tadpaaye,
Din mein chubhe, jeene na de, raat mein

Yeh karwate lekar dil so jaaye,
Yaadein teri, jaagi mere, saath mein
Main kaise bataun, tanha ji na paau,
Tere bina, o sanam, o sanam
Main kaise bataun, tanha ji na paau,
Tere bina, o sanam, o sanam

Ho.. yeh faasle har lamha tadpaaye,
Din mein chubhe jeene na de raat mein

(Instrumental Break)

Mausam mere, be-rang hai,
Baharein meri, tere sang hai
Mausam mere, be-rang hai,
Baharein meri, tere sang hai

Jism khaali pada hai, jeena mushkil bada hai,
Tere bina, o sanam, o sanam
Yeh faasle har lamha tadpaaye,
Din mein chubhe jeene na de raat mein

(Instrumental Break)

Baahein teri, ghar tha mera
Kitna haseen, safar tha mera
Baahein teri, ghar tha mera
Kitna haseen, safar tha mera
Tu jo milti nahi thi, saans chalti nahi thi,
Tere bina, o sanam, o sanam
Yeh faasle, har lamha tadpaaye,
Din mein chubhe, jeene na de raat mein

Ho.. (Instrumental Break)

Woh beetey huye, manzar sabhi,
Hain thehre huye, nazar mein abhi
Woh beetey huye, manzar sabhi,
Hain thehre huye nazar mein abhi
Woh tera mujhse kehna, ab nahi mujhko rehna
Tere bina, o sanam, o sanam
Yeh faasle har lamha tadpaye,
Din mein chubhe, jeene na de raat mein
Ho, yeh karwate lekar dil so jaaye,
Yaadein teri, jaage mere saath mein


Tip: You can learn the meanings of Yeh Faasle Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT