Udit Narayan

Yahan Ke Hum Sikandar Lyrics

Yahan Ke Hum Sikandar Lyrics

Singer :

Udit Narayan

from the Movie Jo Jeeta Wohi Sikandar - 1992, sung by Jatin Pandit, Sadhna Sargam, Udit Narayan. The song is composed by Jatin Pandit, Lalit Pandit and the lyrics are penned by Majrooh. Discover more from Year songs lyrics...

(Chorus Begins)

Woh sikandar hi doston, keh laata hai
Haari baazi ko, jeetna jise aata hai

Niklenge maidan mein, jis din hum jhoom ke
Dharti dolegi, yeh kadam choom ke
Hey niklenge maidan mein, jis din hum jhoom ke
Dharti dolegi, yeh kadam choom ke

Woh sikandar hi doston, keh laata hai

Jo sab karte hain yaaron,
Woh kyon hum tum karein
Yoon hi kasrat karte karte,
Kaahe ko hum marein

Ghar waalon se, teacher se
Bhala hum kyon darein
Yahan ke hum sikandar
Chaahein toh rakh lein, sabko apni jeb ke andar
Arrey humse bachke rehna meri jaan

(Sadhana Sargam Begins)

Nahi samjhe hain woh humein, toh kya jaata hai
Haari baazi ko jeetna, humein aata hai

(Instrumental Break)

(Udit Narayan Begins)

Yeh galiyan apni, yeh raste apne
Kaun aayega apne aage
Raahon mein humse takrayega jo,
Hat jaayega woh ghabra ke

Yahan ke hum sikandar
Chaahein toh rakh lein, sabko apni jeb ke andar
Arrey humse panga mat lena meri jaan

Nahi samjhe hain woh humein, toh kya jaata hai
Haari baazi ko jeetna, humein aata hai

(Instrumental Break)

Yeh bholi bhaali, matwaali pariyaan
Jo hain ab daulat par qurban
Jab keemat dil ki, yeh samjhengi to
Hum pe chhidkengi apni jaan

Yahan ke hum sikandar
Chaahein toh rakh lein, sabko apni jeb ke andar
Arrey hum bhi hain shehzade gulfam

Nahi samjhe hain woh humein, toh kya jaata hai
Haari baazi ko jeetna, humein aata hai

Niklenge maidan mein, jis din hum jhoom ke
Dharti dolegi, yeh kadam choom ke
Hey niklenge maidan mein, jis din hum jhoom ke
Dharti dolegi, yeh kadam choom ke

Nahi samjhe hain woh humein, toh kya jaata hai


Tip: You can learn the meanings of Yahan Ke Hum Sikandar Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.


Lyrics provided on Lyricstaal.com are for reference and education purpose only. We don't promote copyright infringement instead, if you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Apple iTunes, Saavn and Gaana.

ADVERTISEMENT