Singer :
Chitra
from the Movie Rangeela - 1995, sung by Chitra, Udit Narayan. The song is composed by A. R. Rahman and the lyrics are penned by Mehboob. Discover more from Year Fun and Masti songs lyrics...(Udit Narayan Begins)
Yaaro sun lo sara, haan apna ye kehna
Jeene ho toh apun ke, jaise hi jeena
Gaadi bangla nahi na sahi na sahi
Bank balance nahi na sahi na sahi
TV video nahi na sahi na sahi
Suitng shirting nahi na sahi na sahi
Inki humko kyun fikar,
jee lo jaise mast kalandar
(Chitra Begins)
Yaaro sun lo sara, haan apna ye kehna
Jeene ho toh apun ke, jaise hi jeena
Gaadi bangla agar ho toh kya baat hai
Bank balance se rangeen din raat hai
TV video agar hai toh kya hai maza
Dressing se kuch aur hi thaath hai
Inki karlo kuch toh kadar,
Yaaron thoda jaao sudhar
Yaaro sun lo sara, haan apna ye kehna
Jeene ho toh apun ke, jaise hi jeena
(Instrumental Break)
Hum ko dekho hum hai yaara, apni marzi ke raja
Duniya bole toh maza hai, na kaho khud ko raja
Naam apun ka munna bhai, hum kare woh jo dil mein samayi
Arrey dhanda kiya na kiya kya fikar,
Kaun aaya gaya duniya mein kya khabar
Iss duniya se tum jo rahe be-khabar,
Kahin duniya tumhe na bhulaaye
Yaaro sun lo sara, haan apna ye kehna
Jeene ho toh apun ke, jaise hi jeena
Gaadi bangla nahi na sahi na sahi
Bank balance nahi na sahi na sahi
TV video nahi na sahi na sahi
Suitng shirting nahi na sahi na sahi
Inki karlo kuch toh kadar,
Yaaron thoda jaao sudhar
(Instrumental Break)
Kal ka kya hai, kisne dekha
Hum toh aaj mein jeete hai
Jin mein himmat hai nahi woh,
Aisi baatein karte hai
Iss ki toh tum baat na karna,
Hum ko dada sab kehte hai
Arrey sheron ke jaisa hai apna jigar,
Ooncha hi raha hai sada apna sar
Sar se jyada oonchi rahe ye nazar,
Aasmaan inke sar ko chupaaye
Yaaro sun lo sara, haan apna ye kehna
Jeene ho toh apun ke, jaise hi jeena
Gaadi bangla agar ho toh kya baat hai
Bank balance se rangeen din raat hai
TV video agar hai toh kya hai maza
Dressing se kuch aur hi thaath hai
Inki humko kyun fikar,
jee lo jaise mast kalandar
Yaaro sun lo sara, haan apna ye kehna
Jeene ho toh apun ke, jaise hi jeena
Tip: You can learn the meanings of Yaaro Sun Lo Zara Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.