Singer :
Anamika Chowdhary
from the Movie My Father Iqbal - 2016, sung by Anamika Chowdhary. The song is composed by Biswajit Bhattacharjee, Varun Agarwal and the lyrics are penned by . Discover more from Year Sufi songs lyrics...(Anamika Chowdhary Begins)
Waade muddat ke, muqammal ye aarzoo hogi

Gulon ke saaye honge, aur zindagi rubaru hogi

(Interlude)
Aalam-e-wasl mein khamosh honge, labb shikayati

Aankhon aankhon mein saari, ishq ki guftgu hogi
Aankhon aankhon mein saari, ishq ki guftgu hogi
Waade muddat ke, muqammal ye aarzoo hogi
(Interlude)
Ata ki zindagi toh, jeene ke lamhe bhi deta

Miloongi jab bhi hum, Rab se shikayat hubahu hogi
Miloongi jab bhi hum, Rab se shikayat hubahu hogi
Waade muddat ke, muqammal ye aarzoo hogi
(Interlude)
Bhale taa-umr khud se, ajnabi sa main rahi hoon

Magar mujhko yakeen hai, charcha meri khud ba khud hogi
Magar mujhko yakeen hai, charcha meri khud ba khud hogi
Waade muddat ke, muqammal ye aarzoo hogi
Gulon ke saaye honge, aur zindagi rubaru hogi
Gulon ke saaye honge, aur zindagi rubaru hogi..
Tip: You can learn the meanings of Waade Muddat Ke Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.