Singer :
Mohammad Rafi
from the Movie Hawas - 1974, sung by Mohammad Rafi. The song is composed by Usha Khanna and the lyrics are penned by Sawan Kumar Tak. Discover more from Year Sad songs lyrics...(Mohammad Rafi Begins)
Teri galliyon mein na rakhenge kadam, aaj ke baad
Teri galliyon mein na rakhenge kadam, aaj ke baad
Tere milna ko na aayenge sanam, aaj ke baad
Teri galliyon mein
(Interlude)
Tu mera milna, tu mera milna
Samajh lena ek sapna tha
Tujhko abb mill hi gaya, jo tera apna tha
Tu mera milna, tu mera milna
Samajh lena ek sapna tha
Tujhko abb mill hi gaya, jo tera apna tha
Humko duniya mein samajhna na sanam, aaj ke baad
Teri galliyon mein na rakhenge kadam, aaj ke baad
Teri galliyon mein
(Interlude)
Girke aayengi, gir ke aayengi
Ghataayein phir se sawan ki,
Tum toh baahon mein rahogi, apne sajan ki
Gir ke aayengi, gir ke aayengi
Ghataayein phir se sawan ki,
Tum toh baahon mein rahogi, apne sajan ki
Gale hum gham ko lagaayenge sanam, aaj ke baad
Teri galliyon mein na rakhenge kadam, aaj ke baad
Tere milna ko na aayenge sanam, aaj ke baad
Teri galliyon mein
Tip: You can learn the meanings of Teri Galliyon Mein Na Rakhenge Kadam Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.