Singer :
Udit Narayan
from the Movie Jo Jeeta Wohi Sikandar - 1992, sung by Sadhna Sargam, Udit Narayan. The song is composed by Jatin Pandit, Lalit Pandit and the lyrics are penned by Majrooh. Discover more from Year Romantic songs lyrics...(Sadhana Sargam Begins)
Shehar ki pariyon ke peeche,
Jo hain deewane hey hey
Shehar ki pariyon ke peeche,
Jo hain deewane hey hey
Woh hamari saadgi ka, rang kya jaane
Arrey haan! aaha aaha, dildar bewafa
(Udit Narayan Begins)
Jo nahi samjhe ke hum hain, kiske deewane hey hey
Woh hamari aashiqui ka, rang kya jaane
Arrey haan! aaha aaha, samjho na meri jaan
(Instrumental Break)
Koi hoga haseen, kam toh hum bhi nahi
Dekho zara nazar bhar ke
Itna uddo nahi, ho na aisa kahin
Na idhar ke raho, na udhar ke
Koi hoga haseen, kam toh hum bhi nahi
Dekho zara nazar bhar ke
Itna uddo nahi, ho na aisa kahin
Na idhar ke raho, na udhar ke
Shehar ki pariyon ke peeche,
Jo hain deewane hey hey
Woh hamari saadgi ka, rang kya jaane
Arrey haan! aaha aaha, dildar bewafa
(Instrumental Break)
Aaja.. na na..
Aaja meri baahon mein, tu jaana nahi re na na..
Aaja meri baahon mein, tu jaana nahi re na na..
(Instrumental Break)
Yahan toh bade bade, lut gaye khade khade
Bach ke woh bhi kahan jaayenge
Sun ke meri sada, chhod ke naaz-o-ada
Kachche dhaage mein bandh aayenge
Yahan toh bade bade, lut gaye khade khade
Bach ke woh bhi kahan jaayenge
Sun ke meri sada, chhod ke naaz-o-ada
Kachche dhaage mein bandh aayenge
Jo nahi samjhe ke hum hain, kiske deewane hey hey
Woh hamari aashiqui ka, rang kya jaane
Arrey haan! aaha aaha, samjho na meri jaan
Shehar ki pariyon ke peeche,
Jo hain deewane hey hey
Woh hamari saadgi ka, rang kya jaane
Arrey haan! aaha aaha, dildar bewafa
Aaha aaha, samjho na meri jaan
Aaha aaha, dildar bewafa
Aaha aaha, samjho na meri jaan
Tip: You can learn the meanings of Shehar Ki Pariyon Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.