Singer :
Sharib – Toshi
from the Movie Pyaar Ka Punchnama 2 - 2015, sung by Raja Hasan, Sharib Sabri, Toshi Sabri. The song is composed by Sharib Toshi and the lyrics are penned by Danish Sabri, Kumaar, Late Akram Sabri. Discover more from Year Party and Dance songs lyrics...Bartender se main ye kehta hoon,
Raat bhar main nashe mein rehta hoon
Mera order repeat kar kar ke,
Pilata ja na neat bhar bhar ke
Tujhko jaana hai toh ghar pe jaa tu,
Kaam mera ye ek kar ke jaa tu
Re mujhko de ja tu theke ki chaabi, re chaabi
Ya toh main hoon sharabi, ya hai botal sharabi
Chaahe jitna bhi rokoon ye kare hai kharabi
Ya toh main hoon sharabi, ya hai botal sharabi
Chaahe jitna bhi rokoon ye kare hai kharabi
Peene te mainu nafrat si,
Hun chaska peh gaya peene da
Jehda laake bula nu chhad de ve
Oh kaam hai yaar kaminey da
Daaru saare peete hain, hum thodi zyada peete hain
O..
Peene te mainu nafrat si,
Hun chaska peh gaya peene da
Jehda laake bula nu chhad de ve
Oh kaam hai yaar kaminey da
Ye saari duniya ghutni, daaru na mujhse chhutni
Main khaali bootle todoon, peene se muhh na modun
Ye gali hai mere yaara di, lokan nu sohni lagdi hai
Main poori botal pee jaana, mainu phir bhi thodi lagdi ae
Ho ya toh main hoon sharabi, ya botal hai sharabi
Ho chaahe jitna bhi rokun, ye kare hai kharabi
Ho ya toh main hoon sharabi, ya botal hai sharabi
Ho chaahe jitna bhi rokun, ye kare hai kharabi
Kabhi aadha, kabhi pauaa, kabhi botal bhi peete hai
Agar fokat ki mill jaaye, toh hum matka bhi peete hain
Kabhi aadha, kabhi pauaa, kabhi botal bhi peete hai
Agar fokat ki mill jaaye, toh hum matka bhi peete hain
Pakad kar le chale jab mujhko thaane ke police waale
Pakad ke le gaye the, lo mere abba bhi peete hain
Ya toh main hoon (sharabi), ya botal hai (sharabi)
Ho chaahe jitna bhi rokun, ye kare hai kharabi
Haan main beshaq sharab peeta hoon,
Cheez bilkul kharab peeta hoon
Log do-chaar ghoont peete hain,
Main toh bas be-hisab peeta hoon
Tujhko jaana hai toh ghar pe jaa tu
Kaam mera ye ik karke ja tu
Re mujhko deja tu theke ki chaabi re chaabi
Ya toh main hoon sharabi, ya hai botal sharabi
Chaahe jitna bhi rokoon ye kare hai kharabi
Ya toh main hoon (sharabi) ya botal hai (sharabi)
Chaahe jitna bhi rokoon ye kare hai kharabi
Tip: You can learn the meanings of Sharabi Lyrics in English/Hindi by hovering over the highlighted word.